bahut takhir se paaya hai khud ko
main apne sabr ka phal ho ga.i huun

Humaira Rahat
Humaira Rahat
Sherशेर
See all 19 →bahut takhir se paaya hai khud ko
बहुत ताख़ीर से पाया है ख़ुद को
ta.alluq ki na.i ik rasm ab ijad karna hai
तअल्लुक़ की नई इक रस्म अब ईजाद करना है
use bhi zindagi karni paDegi 'mir' jaisi
उसे भी ज़िंदगी करनी पड़ेगी 'मीर' जैसी
guzar ja.egi saari raat is men
गुज़र जाएगी सारी रात इस में
suna hai khvab mukammal kabhi nahin hote
सुना है ख़्वाब मुकम्मल कभी नहीं होते
zikr sunti huun ujale ka bahut
ज़िक्र सुनती हूँ उजाले का बहुत
Popular Sher & Shayari
38 totalta.alluq ki na.i ik rasm ab ijad karna hai
na us ko bhulna hai aur na us ko yaad karna hai
use bhi zindagi karni paDegi 'mir' jaisi
sukhan se gar koi rishta nibhana chahta hai
guzar ja.egi saari raat is men
mira qissa kahani se baDa hai
suna hai khvab mukammal kabhi nahin hote
suna hai ishq khata hai so kar ke dekhte hain
zikr sunti huun ujale ka bahut
us se kahna ki mire ghar aa.e
jahaan ik shakhs bhi miltaa nahin hai chaahne se
vahaan ye dil hatheli par zamaana chaahtaa hai
bahut taakhir se paayaa hai khud ko
main apne sabr kaa phal ho gai huun
sunaa hai khvaab mukammal kabhi nahin hote
sunaa hai ishq khataa hai so kar ke dekhte hain
huzur aap koi faisla karein to sahi
hain sar jhuke hue darbaar bhi lagaa huaa hai
zikr sunti huun ujaale kaa bahut
us se kahnaa ki mire ghar aae
guzar jaaegi saari raat is mein
miraa qissa kahaani se baDaa hai
Ghazalग़ज़ल
har ek khvaab ki taabir thoDi hoti hai
हर एक ख़्वाब की ताबीर थोड़ी होती है
vaqt aisaa koi tujh par aae
वक़्त ऐसा कोई तुझ पर आए
tumhaare ishq pe dil ko jo maan thaa na rahaa
तुम्हारे इश्क़ पे दिल को जो मान था न रहा
havaa ke saath ye kaisaa moaamla huaa hai
हवा के साथ ये कैसा मोआमला हुआ है
kisi bhi raaegaani se baDaa hai
किसी भी राएगानी से बड़ा है
aankhon se kisi khvaab ko baahar nahin dekhaa
आँखों से किसी ख़्वाब को बाहर नहीं देखा





