"vo mujh ko bhuul chuka ab yaqin hai varna vafa nahin to jafaon ka silsila rakhta"

Iffat Zarrin
Iffat Zarrin
Sherशेर
See all 7 →vo mujh ko bhuul chuka ab yaqin hai varna
वो मुझ को भूल चुका अब यक़ीन है वर्ना
zehn o dil ke fasle the ham jinhen sahte rahe
ज़ेहन ओ दिल के फ़ासले थे हम जिन्हें सहते रहे
patthar ke jism mom ke chehre dhuan dhuan
पत्थर के जिस्म मोम के चेहरे धुआँ धुआँ
agar vo chand ki basti ka rahne vaala tha
अगर वो चाँद की बस्ती का रहने वाला था
vo mil gaya to bichhaDna paDega phir 'zarrin'
वो मिल गया तो बिछड़ना पड़ेगा फिर 'ज़र्रीं'
dekh kar insan ki bechargi
देख कर इंसान की बेचारगी
Popular Sher & Shayari
14 total"zehn o dil ke fasle the ham jinhen sahte rahe ek hi ghar men bahut se ajnabi rahte rahe"
"patthar ke jism mom ke chehre dhuan dhuan kis shahr men uDa ke hava le ga.i mujhe"
"agar vo chand ki basti ka rahne vaala tha to apne saath sitaron ka qafila rakhta"
"vo mil gaya to bichhaDna paDega phir 'zarrin' isi khayal se ham raste badalte rahe"
"dekh kar insan ki bechargi shaam se pahle parinde so ga.e"
vo mujh ko bhuul chukaa ab yaqin hai varna
vafaa nahin to jafaaon kaa silsila rakhtaa
agar vo chaand ki basti kaa rahne vaalaa thaa
to apne saath sitaaron kaa qaafila rakhtaa
zehn o dil ke faasle the ham jinhein sahte rahe
ek hi ghar mein bahut se ajnabi rahte rahe
patthar ke jism mom ke chehre dhuaan dhuaan
kis shahr mein uDaa ke havaa le gai mujhe
vo mil gayaa to bichhaDnaa paDegaa phir 'zarrin'
isi khayaal se ham raaste badalte rahe
dekh kar insaan ki bechaargi
shaam se pahle parinde so gae
Ghazalग़ज़ल
aable suukh chuke phir bhi kasak baaqi hai
आबले सूख चुके फिर भी कसक बाक़ी है
kaarvaan sust-musaafir ko sazaa detaa hai
कारवाँ सुस्त-मुसाफ़िर को सज़ा देता है
baarish-e-ashk bazaahir to suhaani hogi
बारिश-ए-अश्क बज़ाहिर तो सुहानी होगी
ruuh jismon se baahar bhaTakti rahi
रूह जिस्मों से बाहर भटकती रही
ajiib karb-e-musalsal dil-o-nazar mein rahaa
अजीब कर्ब-ए-मुसलसल दिल-ओ-नज़र में रहा
jism-o-jaan ki basti mein silsile nahin milte
जिस्म-ओ-जाँ की बस्ती में सिलसिले नहीं मिलते





