Sher
bas vahi meri akhiri shab thi
chand jis raat mujh se ruTha tha

Inder Saraazi
bas vahi meri akhiri shab thi
बस वही मेरी आख़िरी शब थी
ankhen malta rota chand
आँखें मलता रोता चाँद
sada har baar dohraya gaya huun
सदा हर बार दोहराया गया हूँ
akhiri umr tak rahegi yaad
आख़िरी उम्र तक रहेगी याद
jis ka Dar tha vahi hua yaaro
जिस का डर था वही हुआ यारो
kitna pyara lagta hai
कितना प्यारा लगता है
bas vahi meri akhiri shab thi
chand jis raat mujh se ruTha tha
ankhen malta rota chand
dekho phir se nikla chand
sada har baar dohraya gaya huun
main naghme ki tarah gaaya gaya huun
akhiri umr tak rahegi yaad
raat main saath jis ke bhiga tha
jis ka Dar tha vahi hua yaaro
vo faqat ham se hi khafa nikla
kitna pyara lagta hai
hota hai jab puura chand
aakhiri umr tak rahegi yaad
raat main saath jis ke bhigaa thaa
aankhein maltaa rotaa chaand
dekho phir se niklaa chaand
baDi mushkil se bahlaayaa thaa khud ko
achaanak yaad teri aa gai phir
ab kisi kaam ke nahin ye rahe
dil vafaa ishq aur tanhaai
raaz-daan hote hain vo ghar aksar
jin gharon mein dhuaan nahin hotaa
abhi to mausam-e-khizaan hai ye
khileinge phuul bhi bahaar ke saath