"un ke honTon par aaya tabassum udhar nabz-e-alam idhar tez-tar ho ga.i"

JaiKrishn Chaudhry Habeeb
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Sherशेर
See all 57 →un ke honTon par aaya tabassum udhar
उन के होंटों पर आया तबस्सुम उधर
jahan kahin bhi koi dil-figar hota hai
जहाँ कहीं भी कोई दिल-फ़िगार होता है
donon hathon se masarrat ko luTaya hai 'habib'
दोनों हाथों से मसर्रत को लुटाया है 'हबीब'
har ik fasurda qalb pe chha.i shaguftagi
हर इक फ़सुर्दा क़ल्ब पे छाई शगुफ़्तगी
ya guftugu ho un lab-o-rukhsar-o-zulf ki
या गुफ़्तुगू हो उन लब-ओ-रुख़्सार-ओ-ज़ुल्फ़ की
TuuT jaate hain jo duniya ke sahare saare
टूट जाते हैं जो दुनिया के सहारे सारे
Popular Sher & Shayari
114 total"jahan kahin bhi koi dil-figar hota hai vahin pe saya-e-parvardigar hota hai"
"donon hathon se masarrat ko luTaya hai 'habib' gham ki daulat to magar tum se luTa.i na ga.i"
"har ik fasurda qalb pe chha.i shaguftagi jab chhiD ga.i hai bazm men us gul-badan ki baat"
"ya guftugu ho un lab-o-rukhsar-o-zulf ki ya un khamosh nazron ke lutf-e-sukhan ki baat"
"TuuT jaate hain jo duniya ke sahare saare parda-e-ghaib se hota hai sahara paida"
bichhDe mujh se is tarah vo zindagi ke ham-safar
bujh gae hon jalte jalte jaise raste ke charaagh
'habib' khud hi banaaeinge roz-o-shab apne
huaa hi kyaa jo zamaane ne saath chhoD diyaa
har ik fasurda qalb pe chhaai shaguftagi
jab chhiD gai hai bazm mein us gul-badan ki baat
baDhti gaiin jafaaein jahaan raah-e-shauq mein
josh-e-junun baDhaataa gayaa tez-tar mujhe
paa ke ik teraa tabassum muskuraai kaaenaat
jhuum uTThaa vo bhi dil jiine se jo bezaar thaa
nikhat vahi surur vahi dil-kashi vahi
aamad ye aap ki hai ki jhonkaa bahaar kaa
Ghazalग़ज़ल
mire hi dil se tu puchh kitni tiri adaaon mein zindagi hai
मिरे ही दिल से तू पूछ कितनी तिरी अदाओं में ज़िंदगी है
tiri mohabbat mein gham jo aae to us se baDh kar khushi nahin hai
तिरी मोहब्बत में ग़म जो आए तो उस से बढ़ कर ख़ुशी नहीं है
khamosh nazron se husn-e-butaan ki baat karein
ख़मोश नज़रों से हुस्न-ए-बुताँ की बात करें
tumhaari aarzu tum se kahin baDh kar hasin nikli
तुम्हारी आरज़ू तुम से कहीं बढ़ कर हसीं निकली
shikva nahin gila nahin rabt koi baham nahin
शिकवा नहीं गिला नहीं रब्त कोई बहम नहीं
kyaa kahun kyaa kyaa gayaa jab apnaa kaashaana gayaa
क्या कहूँ क्या क्या गया जब अपना काशाना गया





