tumhara kya tumhen asan bahut raste badalna hai
hamen har ek mausam qafile ke saath chalna hai

Jaleel 'Aali'
Jaleel 'Aali'
Sherशेर
See all 20 →tumhara kya tumhen asan bahut raste badalna hai
तुम्हारा क्या तुम्हें आसाँ बहुत रस्ते बदलना है
use dil se bhula dena zaruri ho gaya hai
उसे दिल से भुला देना ज़रूरी हो गया है
vaqt deta hai jo pahchan to ye dekhta hai
वक़्त देता है जो पहचान तो ये देखता है
zara si baat par said-e-ghubar-e-yas hona
ज़रा सी बात पर सैद-ए-ग़ुबार-ए-यास होना
ishq khud sikhata hai saari hikmaten 'ali'
इश्क़ ख़ुद सिखाता है सारी हिकमतें 'आली'
to zindagi ko ji.en kyuun na zindagi ki tarah
तो ज़िंदगी को जिएँ क्यूँ न ज़िंदगी की तरह
Popular Sher & Shayari
40 totaluse dil se bhula dena zaruri ho gaya hai
ye jhagDa hi miTa dena zaruri ho gaya hai
vaqt deta hai jo pahchan to ye dekhta hai
kis ne kis dard men dil ki khushi rakkhi hui hai
zara si baat par said-e-ghubar-e-yas hona
hamen barbad kar dega bahut hassas hona
ishq khud sikhata hai saari hikmaten 'ali'
naqd-e-dil kise dena bar-e-sar kahan rakhna
to zindagi ko ji.en kyuun na zindagi ki tarah
kahin pe phuul kahin par sharar banate hue
dil pe kuchh aur guzarti hai magar kyaa kiije
lafz kuchh aur hi izhaar kiye jaate hain
barg bhar baar mohabbat kaa uThaayaa kab thaa
tum ne siine mein koi dard basaayaa kab thaa
ham ki hain naqsh sar-e-reg-e-ravaank kyaa jaane
kab koi mauj-e-havaa apnaa nishaan le jaae
raasta sochte rahne se kidhar bantaa hai
sar mein saudaa ho to divaar mein dar bantaa hai
tumhaaraa kyaa tumhein aasaan bahut raste badalnaa hai
hamein har ek mausam qaafile ke saath chalnaa hai
raasta aage bhi le jaataa nahin
lauT kar jaanaa bhi mushkil ho gayaa
Ghazalग़ज़ल
moD moD ghabraayaa gaam gaam dahlaa main
मोड़ मोड़ घबराया गाम गाम दहला मैं
guzar gayaa jo mire dil pe saaneha ban kar
गुज़र गया जो मिरे दिल पे सानेहा बन कर
shaakh-e-be-numu par bhi aks-e-gul javaan rakhnaa
शाख़-ए-बे-नुमू पर भी अक्स-ए-गुल जवाँ रखना
aankh mein partav-e-mahtaab salaamat rah jaae
आँख में परतव-ए-महताब सलामत रह जाए
jab bhi baadal baarish laae shauq-jaziron se
जब भी बादल बारिश लाए शौक़-जज़ीरों से
sabil-e-sajda-e-naa-mukhtatam banaate hue
सबील-ए-सज्दा-ए-ना-मुख़्ततम बनाते हुए





