maut bar-haq hai ek din lekin
niind raton ko khuub aati hai

Jamal Owaisi
Jamal Owaisi
Sherशेर
maut bar-haq hai ek din lekin
मौत बर-हक़ है एक दिन लेकिन
gurez-pa hai naya rasta kidhar jaa.en
गुरेज़-पा है नया रास्ता किधर जाएँ
tanha.i mili mujh ko zarurat se ziyada
तन्हाई मिली मुझ को ज़रूरत से ज़ियादा
ghar ke sab darvaze kyuun divar hue hain
घर के सब दरवाज़े क्यूँ दीवार हुए हैं
jo maang rahe ho vo mire bas men nahin hai
जो माँग रहे हो वो मिरे बस में नहीं है
Popular Sher & Shayari
10 totalgurez-pa hai naya rasta kidhar jaa.en
chalo ki lauT ke ham apne apne ghar jaa.en
tanha.i mili mujh ko zarurat se ziyada
paDhti hain kitaben mujhe vahshat se ziyada
ghar ke sab darvaze kyuun divar hue hain
ghar se bahar duniya saari chikh rahi hai
jo maang rahe ho vo mire bas men nahin hai
darkhvast tumhari hai zarurat se ziyada
gurez-paa hai nayaa raasta kidhar jaaein
chalo ki lauT ke ham apne apne ghar jaaein
maut bar-haq hai ek din lekin
niind raaton ko khuub aati hai
tanhaai mili mujh ko zarurat se ziyaada
paDhti hain kitaabein mujhe vahshat se ziyaada
jo maang rahe ho vo mire bas mein nahin hai
darkhvaast tumhaari hai zarurat se ziyaada
ghar ke sab darvaaze kyuun divaar hue hain
ghar se baahar duniyaa saari chikh rahi hai
Ghazalग़ज़ल
main ne apni maut pe ik nauha likkhaa hai
मैं ने अपनी मौत पे इक नौहा लिक्खा है
har lamha dil-doz khamoshi chikh rahi hai
हर लम्हा दिल-दोज़ ख़मोशी चीख़ रही है
jaane kaise log the yaad aae kam jaane ke baa'd
जाने कैसे लोग थे याद आए कम जाने के बा'द
jab kabhi shor-e-jahaan hotaa hai
जब कभी शोर-ए-जहाँ होता है
qarib aate hue aur duur jaate hue
क़रीब आते हुए और दूर जाते हुए
masjud meraa raah-numaa kyuun nahin huaa
मस्जूद मेरा राह-नुमा क्यूँ नहीं हुआ





