Sher
agar ye zid hai ki mujh se dua salam na ho
to aisi raah se guzro jo rah-e-am na ho

Jamill Murassapuri
agar ye zid hai ki mujh se dua salam na ho
अगर ये ज़िद है कि मुझ से दुआ सलाम न हो
sadiyon se zamane ka ye andaz raha hai
सदियों से ज़माने का ये अंदाज़ रहा है
ghar apna kisi aur ki nazron se na dekho
घर अपना किसी और की नज़रों से न देखो
aur jo hoga vo bhi dekhenge
और जो होगा वो भी देखेंगे
ye daur bhi kya daur hai is daur men yaaro
ये दौर भी क्या दौर है इस दौर में यारो
ye kaisa vaqt mujh par aa gaya hai
ये कैसा वक़्त मुझ पर आ गया है
agar ye zid hai ki mujh se dua salam na ho
to aisi raah se guzro jo rah-e-am na ho
sadiyon se zamane ka ye andaz raha hai
saaya bhi juda ho gaya jab vaqt paDa hai
ghar apna kisi aur ki nazron se na dekho
har tarah se ujDa hai magar phir bhi saja hai
aur jo hoga vo bhi dekhenge
vaise kya kuchh nahin hua hai miyan
ye daur bhi kya daur hai is daur men yaaro
sach bolne valon ka hi anjam bura hai
ye kaisa vaqt mujh par aa gaya hai
mire qad se mira saaya baDa hai
ghar apnaa kisi aur ki nazron se na dekho
har tarah se ujDaa hai magar phir bhi sajaa hai
aur jo hogaa vo bhi dekheinge
vaise kyaa kuchh nahin huaa hai miyaan
ye kaisaa vaqt mujh par aa gayaa hai
mire qad se miraa saayaa baDaa hai
agar ye zid hai ki mujh se duaa salaam na ho
to aisi raah se guzro jo raah-e-aam na ho
sadiyon se zamaane kaa ye andaaz rahaa hai
saaya bhi judaa ho gayaa jab vaqt paDaa hai
ye daur bhi kyaa daur hai is daur mein yaaro
sach bolne vaalon kaa hi anjaam buraa hai
agar ye zid hai ki mujh se duaa salaam na ho
अगर ये ज़िद है कि मुझ से दुआ सलाम न हो
manzilon tak manzilon ki aarzu rah jaaegi
मंज़िलों तक मंज़िलों की आरज़ू रह जाएगी
nae mausam ko kyaa hone lagaa hai
नए मौसम को क्या होने लगा है
sadiyon se zamaane kaa ye andaaz rahaa hai
सदियों से ज़माने का ये अंदाज़ रहा है