"samand-e-khvab vahan chhoD kar ravana hua jahan suragh-e-safar koi naqsh-e-pa na hua"

Jamuna Parsad Rahi
Jamuna Parsad Rahi
Sherशेर
See all 14 →samand-e-khvab vahan chhoD kar ravana hua
समंद-ए-ख़्वाब वहाँ छोड़ कर रवाना हुआ
lauT bhi aaya to sadiyon ki thakan la.ega
लौट भी आया तो सदियों की थकन लाएगा
sadiyon ka intishar fasilon men qaid tha
सदियों का इंतिशार फ़सीलों में क़ैद था
ajiib aag laga kar koi ravana hua
अजीब आग लगा कर कोई रवाना हुआ
main lafz-e-kham huun koi ki tarjuman-e-ghazal
मैं लफ़्ज़-ए-ख़ाम हूँ कोई कि तर्जुमान-ए-ग़ज़ल
hava ki god men mauj-e-sarab bhi hogi
हवा की गोद में मौज-ए-सराब भी होगी
Popular Sher & Shayari
28 total"lauT bhi aaya to sadiyon ki thakan la.ega sub.h ka bhula hua shaam ko ghar aane tak"
"sadiyon ka intishar fasilon men qaid tha dastak ye kis ne di ki imarat bikhar ga.i"
"ajiib aag laga kar koi ravana hua mire makan ko jalte hue zamana hua"
"main lafz-e-kham huun koi ki tarjuman-e-ghazal ye faisla kisi taaza kitab par Thahra"
"hava ki god men mauj-e-sarab bhi hogi girenge phuul to Thahregi gard shakhon par"
lauT bhi aayaa to sadiyon ki thakan laaegaa
subh kaa bhulaa huaa shaam ko ghar aane tak
ajiib aag lagaa kar koi ravaana huaa
mire makaan ko jalte hue zamaana huaa
kachchi divaarein sadaa-noshi mein kitni taaq thiin
pattharon mein chikh kar dekhaa to andaazaa huaa
kashtiyaan Duub rahi hain koi saahil laao
apni aankhein miri aankhon ke muqaabil laao
gaanv se guzregaa aur miTTi ke ghar le jaaegaa
ek din dariyaa sabhi divaar o dar le jaaegaa
main lafz-e-khaam huun koi ki tarjumaan-e-ghazal
ye faisla kisi taaza kitaab par Thahraa
Ghazalग़ज़ल
bujhe bujhe se sharaare hain zard shaakhon par
बुझे बुझे से शरारे हैं ज़र्द शाख़ों पर
jang mein parvar-digaar-e-shab kaa kyaa qissaa huaa
जंग में परवर-दिगार-ए-शब का क्या क़िस्सा हुआ
tasvir kaa har rang nazar mein hai
तस्वीर का हर रंग नज़र में है
kohsaar-e-taghaaful ko sadaa kaaT rahi hai
कोहसार-ए-तग़ाफ़ुल को सदा काट रही है
khun-girafta ho to khanjar kaa badan dukhtaa hai
ख़ूँ-गिरफ़्ता हो तो ख़ंजर का बदन दुखता है
gaanv se guzregaa aur miTTi ke ghar le jaaegaa
गाँव से गुज़रेगा और मिट्टी के घर ले जाएगा





