khata kis ki hai tum hi vaqt se bahar rahe 'shahin'
tumhen avaz dene ek lamha duur tak aaya

Javed Shaheen
Javed Shaheen
Sherशेर
See all 16 →khata kis ki hai tum hi vaqt se bahar rahe 'shahin'
ख़ता किस की है तुम ही वक़्त से बाहर रहे 'शाहीं'
thoDa sa kahin jam.a bhi rakh dard ka paani
थोड़ा सा कहीं जम्अ भी रख दर्द का पानी
main ne dekha hai chaman se rukhsat-e-gul ka saman
मैं ने देखा है चमन से रुख़्सत-ए-गुल का समाँ
hisab-e-dostan karne hi se malum ye hoga
हिसाब-ए-दोस्ताँ करने ही से मालूम ये होगा
kahin sada-e-jaras hai na gard-e-rah-e-safar
कहीं सदा-ए-जरस है न गर्द-ए-राह-ए-सफ़र
maza to jab hai udasi ki shaam ho 'shahin'
मज़ा तो जब है उदासी की शाम हो 'शाहीं'
Popular Sher & Shayari
32 totalthoDa sa kahin jam.a bhi rakh dard ka paani
mausam hai koi khushk sa barsat se aage
main ne dekha hai chaman se rukhsat-e-gul ka saman
sab se pahle rang maddham ek kone se hua
hisab-e-dostan karne hi se malum ye hoga
khasare men huun ya ab main khasare se nikal aaya
kahin sada-e-jaras hai na gard-e-rah-e-safar
Thahar gaya hai kahan qafila tamanna ka
maza to jab hai udasi ki shaam ho 'shahin'
aur us ke biich se sham-e-tarab nikal aa.e
kis tarah be-mauj aur khaali ravaani se huaa
be-khabar dariyaa kahaan par apne paani se huaa
samajh rahaa hai zamaana riyaa ke pichhe huun
main ek aur tarah se khudaa ke pichhe huun
thoDaa saa kahin jama bhi rakh dard kaa paani
mausam hai koi khushk saa barsaat se aage
Dubne vaalaa thaa din shaam thi hone vaali
yuun lagaa miri koi chiiz thi khone vaali
kuchh zamaane ki ravish ne sakht mujh ko kar diyaa
aur kuchh bedard main us ko bhulaane se huaa
judaa thi baam se divaar dar akelaa thaa
makin the khud mein magan aur ghar akelaa thaa
Ghazalग़ज़ल
kashaakash-e-gham-e-hasti mein koi kyaa suntaa
कशाकश-ए-ग़म-ए-हस्ती में कोई क्या सुनता
nayaa khayaal kabhi yuun dimaagh mein aayaa
नया ख़याल कभी यूँ दिमाग़ में आया
kanaar-e-dasht akele Thaharne par hogaa
कनार-ए-दश्त अकेले ठहरने पर होगा
ye barf-zaar badan se na jaan se niklegaa
ये बर्फ़-ज़ार बदन से न जाँ से निकलेगा
us ke liye aankhein dar-e-be-khvaab mein rakh duun
उस के लिए आँखें दर-ए-बे-ख़्वाब में रख दूँ
mauja-e-dard se jismon mein ravaani de jaa
मौजा-ए-दर्द से जिस्मों में रवानी दे जा





