ek aansu bhi agar ro de to janun tujh ko
meri taqdir mujhe dekh kar hansti kya hai

Jitendra Mohan Sinha Rahbar
Jitendra Mohan Sinha Rahbar
Sherशेर
See all 27 →ek aansu bhi agar ro de to janun tujh ko
एक आँसू भी अगर रो दे तो जानूँ तुझ को
phir vahi sauda vahi vahshat vahi tarz-e-jun.un
फिर वही सौदा वही वहशत वही तर्ज़-ए-जुनूँ
khinchte jaate hain khud miri janib
खिंचते जाते हैं ख़ुद मिरी जानिब
tang paima.i ka shikva saqi-e-azali se kiya
तंग पैमाई का शिकवा साक़ी-ए-अज़ली से किया
tu ne hi rah na dikha.i to dikha.ega kaun
तू ने ही रह न दिखाई तो दिखाएगा कौन
aaya unhen pasand to un ka hi ho gaya
आया उन्हें पसंद तो उन का ही हो गया
Popular Sher & Shayari
54 totalphir vahi sauda vahi vahshat vahi tarz-e-jun.un
hain nishan maujud saare ishq ki tasir ke
khinchte jaate hain khud miri janib
mujh ko jyuun jyuun vo azmate hain
tang paima.i ka shikva saqi-e-azali se kiya
ham ne samjha hi nahin dastur-e-mai-khana abhi
tu ne hi rah na dikha.i to dikha.ega kaun
ham tiri raah men gumrah hue baiThe hain
aaya unhen pasand to un ka hi ho gaya
kam tha hamare dil se hamara kalam kya
dozakh se bhi kharaab kahun main bahisht ko
do-chaar agar vahaan pe bhi sarmaaya-daar hon
ek aansu bhi agar ro de to jaanun tujh ko
meri taqdir mujhe dekh kar hansti kyaa hai
rashk-e-jinaan chaman ko banaanaa basant kaa
har har kali mein rang dikhaanaa basant kaa
har samt sabza-zaar bichhaanaa basant kaa
phulon mein rang-o-bu ko luTaanaa basant kaa
tu ne hi rah na dikhaai to dikhaaegaa kaun
ham tiri raah mein gumraah hue baiThe hain
qudrat ki barkatein hain khazaana basant kaa
kyaa khuub kyaa ajiib zamaana basant kaa
Ghazalग़ज़ल
adu-e-din-o-imaan dushman-e-amn-o-amaan nikle
अदू-ए-दीन-ओ-ईमाँ दुश्मन-ए-अम्न-ओ-अमाँ निकले
aaj mahfil mein nae sar se sanvar aaeinge
आज महफ़िल में नए सर से सँवर आएँगे
zakhm kyaa ubhre hamaare dil mein un ke tiir ke
ज़ख़्म क्या उभरे हमारे दिल में उन के तीर के
haalat jo yahi ai dil-e-naashaad rahegi
हालत जो यही ऐ दिल-ए-नाशाद रहेगी
tujhe gar paas-e-ghairat ai sitamgar ho nahin saktaa
तुझे गर पास-ए-ग़ैरत ऐ सितमगर हो नहीं सकता
ik gosha-e-dil mein jo kisi ke hain makin ham
इक गोशा-ए-दिल में जो किसी के हैं मकीं हम





