apne darvaze pe baiTha sochta rahta huun main
mera ghar ajdad ki bara-dari ka karb hai

Kaleem Haider Sharar
Kaleem Haider Sharar
Sherशेर
apne darvaze pe baiTha sochta rahta huun main
अपने दरवाज़े पे बैठा सोचता रहता हूँ मैं
ka.i logon ne phalte phulte peDon se jaana hai
कई लोगों ने फलते फूलते पेड़ों से जाना है
ab is ko zindagi kahiye ki ahd-e-be-hisi kahiye
अब इस को ज़िंदगी कहिए कि अहद-ए-बे-हिसी कहिए
yahan pe dasht o samundar ki baat mat karna
यहाँ पे दश्त ओ समुंदर की बात मत करना
haqiqat hai ise manen na manen ghaTti baDhti hain
हक़ीक़त है इसे मानें न मानें घटती बढ़ती हैं
siskiyan bhar ke 'sharar' kaun vahan rota tha
सिसकियाँ भर के 'शरर' कौन वहाँ रोता था
Popular Sher & Shayari
12 totalka.i logon ne phalte phulte peDon se jaana hai
magar main ne tujhe sabze ki uryani se pahchana
ab is ko zindagi kahiye ki ahd-e-be-hisi kahiye
gharon men log rote hain magar raston pe hanste hain
yahan pe dasht o samundar ki baat mat karna
hamare shahr ka har shakhs hai makan-zada
haqiqat hai ise manen na manen ghaTti baDhti hain
vo jhuTi hon ki sachchi dastanen ghaTti baDhti hain
siskiyan bhar ke 'sharar' kaun vahan rota tha
khema-e-khvab sar-e-sham jahan par TuuTa
ab is ko zindagi kahiye ki ahd-e-be-hisi kahiye
gharon mein log rote hain magar raston pe hanste hain
kai logon ne phalte phulte peDon se jaanaa hai
magar main ne tujhe sabze ki uryaani se pahchaanaa
siskiyaan bhar ke 'sharar' kaun vahaan rotaa thaa
khema-e-khvaab sar-e-shaam jahaan par TuuTaa
apne darvaaze pe baiThaa sochtaa rahtaa huun main
meraa ghar ajdaad ki baara-dari kaa karb hai
yahaan pe dasht o samundar ki baat mat karnaa
hamaare shahr kaa har shakhs hai makaan-zada
haqiqat hai ise maanein na maanein ghaTti baDhti hain
vo jhuTi hon ki sachchi daastaanein ghaTti baDhti hain
Ghazalग़ज़ल
aaina-dar-aaina qad-aavari kaa karb hai
आईना-दर-आईना क़द-आवरी का कर्ब है
haqiqat hai ise maanein na maanein ghaTti baDhti hain
हक़ीक़त है इसे मानें न मानें घटती बढ़ती हैं
zinda rahne kaa bharam aa ke kahaan par TuuTaa
ज़िंदा रहने का भरम आ के कहाँ पर टूटा
iraadon ki shikaston par sanaa-khvaani se pahchaanaa
इरादों की शिकस्तों पर सना-ख़्वानी से पहचाना
bahut thaa naaz jin par ham unhin rishton pe hanste hain
बहुत था नाज़ जिन पर हम उन्हीं रिश्तों पे हँसते हैं
anaa zada thaa kahin par kahin par aan-zada
अना ज़दा था कहीं पर कहीं पर आन-ज़दा





