manzaron ki bhiiD aisi to kabhi dekhi na thi
gaanv achchha tha magar us men koi laDki na thi
Kamil Akhtar
Kamil Akhtar
Sherशेर
manzaron ki bhiiD aisi to kabhi dekhi na thi
मंज़रों की भीड़ ऐसी तो कभी देखी न थी
aksar isi khayal ne mayus kar diya
अक्सर इसी ख़याल ने मायूस कर दिया
umr bhar yaad raha apni vafaon ki tarah
उम्र भर याद रहा अपनी वफ़ाओं की तरह
ab to har vaqt vahi itna rulata hai mujhe
अब तो हर वक़्त वही इतना रुलाता है मुझे
lamhon ke taar khinchta rahta tha raat din
लम्हों के तार खींचता रहता था रात दिन
ruton ke rang badalte hue bhi banjar hai
रुतों के रंग बदलते हुए भी बंजर है
Popular Sher & Shayari
12 totalaksar isi khayal ne mayus kar diya
shayad tamam umr yuun hi kaTni paDe
umr bhar yaad raha apni vafaon ki tarah
ek vo ahd jise aap ne puura na kiya
ab to har vaqt vahi itna rulata hai mujhe
jis ko jaate hue main dekh ke ro bhi na saka
lamhon ke taar khinchta rahta tha raat din
ik shakhs le gaya miri sadiyan sameT ke
ruton ke rang badalte hue bhi banjar hai
vo ek khaas ilaqa jo dil ke andar hai
lamhon ke taar khinchtaa rahtaa thaa raat din
ik shakhs le gayaa miri sadiyaan sameT ke
manzaron ki bhiiD aisi to kabhi dekhi na thi
gaanv achchhaa thaa magar us mein koi laDki na thi
aksar isi khayaal ne maayus kar diyaa
shaayad tamaam umr yuun hi kaaTni paDe
ruton ke rang badalte hue bhi banjar hai
vo ek khaas ilaaqa jo dil ke andar hai
umr bhar yaad rahaa apni vafaaon ki tarah
ek vo ahd jise aap ne puuraa na kiyaa
ab to har vaqt vahi itnaa rulaataa hai mujhe
jis ko jaate hue main dekh ke ro bhi na sakaa
Ghazalग़ज़ल
ruton ke rang badalte hue bhi banjar hai
रुतों के रंग बदलते हुए भी बंजर है
garche main ban ke havaa tez bahut tez uDaa
गरचे मैं बन के हवा तेज़ बहुत तेज़ उड़ा
din kaa libaas-e-dard thaa vo to pahan chuke
दिन का लिबास-ए-दर्द था वो तो पहन चुके
manzaron ki bhiiD aisi to kabhi dekhi na thi
मंज़रों की भीड़ ऐसी तो कभी देखी न थी





