koi zamin hai to koi asman hai
har shakhs apni zaat men ik dastan hai

Karamat Ali Karamat
Karamat Ali Karamat
Sherशेर
See all 22 →koi zamin hai to koi asman hai
कोई ज़मीन है तो कोई आसमान है
hamesha aag ke dariya men ishq kyuun utre
हमेशा आग के दरिया में इश्क़ क्यूँ उतरे
manzil pe bhi pahunch ke mayassar nahin sakun
मंज़िल पे भी पहुँच के मयस्सर नहीं सकूँ
main lafz lafz men tujh ko talash karta huun
मैं लफ़्ज़ लफ़्ज़ में तुझ को तलाश करता हूँ
chubh raha tha dil men har dam kar raha tha be-qarar
चुभ रहा था दिल में हर दम कर रहा था बे-क़रार
gham-e-firaq ko siine se lag ke sone do
ग़म-ए-फ़िराक़ को सीने से लग के सोने दो
Popular Sher & Shayari
44 totalhamesha aag ke dariya men ishq kyuun utre
kabhi to husn ko gharq-e-azab hona tha
manzil pe bhi pahunch ke mayassar nahin sakun
majbur is qadar hain shu.ur-e-safar se ham
main lafz lafz men tujh ko talash karta huun
saval men nahin aata na aa javab men aa
chubh raha tha dil men har dam kar raha tha be-qarar
ik aziyyat-nak pahlu jo miri rahat men tha
gham-e-firaq ko siine se lag ke sone do
shab-e-tavil ki hogi sahar kabhi na kabhi
main shuaa-e-zaat ke siine mein gunjaa huun kabhi
aur 'karaamat' main kabhi lamhon ke khvaabon mein rahaa
achchhaa hai yaa kharaab nahin is se vaasta
phuTaa huaa ye meraa muqaddar mujhe aziiz
manzil pe bhi pahunch ke mayassar nahin sakun
majbur is qadar hain shuur-e-safar se ham
koi zamin hai to koi aasmaan hai
har shakhs apni zaat mein ik daastaan hai
hamesha aag ke dariyaa mein ishq kyuun utre
kabhi to husn ko gharq-e-azaab honaa thaa
ye apne hi kirdaar kaa hai natija
jo rab ki taraf se ye ham par ghazab hai
Ghazalग़ज़ल
pahaaD jo khaDaa huaa thaa khvaab-saa khayaal saa
पहाड़ जो खड़ा हुआ था ख़्वाब-सा ख़याल सा
vo sach ke chehre pe aisaa naqaab chhoD gayaa
वो सच के चेहरे पे ऐसा नक़ाब छोड़ गया
hasti ko jamaal de rahaa huun
हस्ती को जमाल दे रहा हूँ
jo lamhe TuuT chuke un ko joDte kyuun ho
जो लम्हे टूट चुके उन को जोड़ते क्यूँ हो
dil kaa har ek zakhm gahraa hai
दिल का हर एक ज़ख़्म गहरा है
ru-ba-ru gham ke ye taqdir kahaan se aai
रू-ब-रू ग़म के ये तक़दीर कहाँ से आई





