rahti hai saath saath koi khush-gavar yaad
tujh se bichhaD ke teri rifaqat ga.i nahin

Khalid Iqbal Yasir
Khalid Iqbal Yasir
Sherशेर
See all 12 →rahti hai saath saath koi khush-gavar yaad
रहती है साथ साथ कोई ख़ुश-गवार याद
khud apni shakl dekhe ek muddat ho ga.i mujh ko
ख़ुद अपनी शक्ल देखे एक मुद्दत हो गई मुझ को
palaT ke aa.e na aa.e koi sune na sune
पलट के आए न आए कोई सुने न सुने
yahi bahut hai kisi tarah se bharam hi rah jaa.e pesh duniya
यही बहुत है किसी तरह से भरम ही रह जाए पेश दुनिया
abad bastiyan thiin fasilon ke saa.e men
आबाद बस्तियाँ थीं फ़सीलों के साए में
bura bhala vasta bahar-taur us se kuchh der to raha hai
बुरा भला वास्ता बहर-तौर उस से कुछ देर तो रहा है
Popular Sher & Shayari
24 totalkhud apni shakl dekhe ek muddat ho ga.i mujh ko
uTha leta hai patthar TuuTe a.ine nahin deta
palaT ke aa.e na aa.e koi sune na sune
sada ka kaam fazaon men gunjte tak hai
yahi bahut hai kisi tarah se bharam hi rah jaa.e pesh duniya
agar mayassar nahin hai baada khayal-e-bada bhi kam nahin hai
abad bastiyan thiin fasilon ke saa.e men
aapas men bastiyon ko milata hua hisar
bura bhala vasta bahar-taur us se kuchh der to raha hai
kahin sar-e-rah samna ho to itni shiddat se munh na moDun
inhein dar-e-khvaab-gaah se kis liye haTaayaa
muhaafizon ki vafaa-shiaari mein kyaa kami thi
rahti hai saath saath koi khush-gavaar yaad
tujh se bichhaD ke teri rifaaqat gai nahin
bhuul jaanaa thaa jise sabt hai dil par mere
yaad rakhnaa thaa jise us ko bhulaa baiThaa huun
haan ye mumkin hai magar itnaa zaruri bhi nahin
jo koi pyaar mein haaraa vahi fankaar huaa
lagtaa hai zinda rahne ki hasrat gai nahin
mar ke bhi saans lene ki aadat gai nahin
jaisi nigaah thi tiri vaisaa fusun huaa
jo kuchh tire khayaal mein thaa jun-kaa-tun huaa
Ghazalग़ज़ल
kabhi buund buund sahaab mein use dekhnaa
कभी बूँद बूँद सहाब में उसे देखना
goshmaali se kab unhon ne asar liyaa thaa
गोशमाली से कब उन्हों ने असर लिया था
kabhi na aasuda-e-amal ho magar iraada bhi kam nahin hai
कभी न आसूदा-ए-अमल हो मगर इरादा भी कम नहीं है
ghulaam ki roz o shab ghulaami mein kyaa kami thi
ग़ुलाम की रोज़ ओ शब ग़ुलामी में क्या कमी थी
lagtaa hai zinda rahne ki hasrat gai nahin
लगता है ज़िंदा रहने की हसरत गई नहीं
taabir se mahrum tire khvaab bahut the
ता'बीर से महरूम तिरे ख़्वाब बहुत थे





