lafzon ke her-pher se banti nahin ghazal
sheron men thoDi garmi-e-jazbat bhi to ho

Khan Hasnain Aqib
Khan Hasnain Aqib
Sherशेर
See all 8 →lafzon ke her-pher se banti nahin ghazal
लफ़्ज़ों के हेर-फेर से बनती नहीं ग़ज़ल
aur thoDa sa bikhar ja.un yahi Thani hai
और थोड़ा सा बिखर जाऊँ यही ठानी है
bahut udaas hain divaren unche mahlon ki
बहुत उदास हैं दीवारें ऊँचे महलों की
ji chahta hai tark-e-mohabbat ko baar baar
जी चाहता है तर्क-ए-मोहब्बत को बार बार
gham uThata huun ghazal kahta huun jiita rahta huun
ग़म उठाता हूँ ग़ज़ल कहता हूँ जीता रहता हूँ
kaTti hai shab visal ki palken jhapakte hi
कटती है शब विसाल की पलकें झपकते ही
Popular Sher & Shayari
16 totalaur thoDa sa bikhar ja.un yahi Thani hai
zindagi main ne abhi haar kahan maani hai
bahut udaas hain divaren unche mahlon ki
ye vo khanDar hain ki jin men amiir rahte hain
ji chahta hai tark-e-mohabbat ko baar baar
aata hai ek aisa bhi lamha visal men
gham uThata huun ghazal kahta huun jiita rahta huun
log kahte hain ki ik din 'mir' ho ja.unga main
kaTti hai shab visal ki palken jhapakte hi
jis ki sub.h na ho kabhi vo raat bhi to ho
ji chaahtaa hai tark-e-mohabbat ko baar baar
aataa hai ek aisaa bhi lamha visaal mein
lafzon ke her-pher se banti nahin ghazal
sheron mein thoDi garmi-e-jazbaat bhi to ho
aur thoDaa saa bikhar jaaun yahi Thaani hai
zindagi main ne abhi haar kahaan maani hai
bahut udaas hain divaarein unche mahlon ki
ye vo khanDar hain ki jin mein amiir rahte hain
gham uThaataa huun ghazal kahtaa huun jiitaa rahtaa huun
log kahte hain ki ik din 'mir' ho jaaungaa main
kaTti hai shab visaal ki palkein jhapakte hi
jis ki subh na ho kabhi vo raat bhi to ho
Ghazalग़ज़ल
puraane ghar kaa jo sidhaa saa ek naqsha the
पुराने घर का जो सीधा सा एक नक़्शा थे
darmiyaan apne ab vo baat nahin
दरमियाँ अपने अब वो बात नहीं
tum ko dekhaa vo khvaab thaa jaani
तुम को देखा वो ख़्वाब था जानी
beTaa jo honhaar thaa zan ke asar mein hai
बेटा जो होनहार था ज़न के असर में है
dukh dard gham hain teri inaayaat zindagi
दुख दर्द ग़म हैं तेरी इनायात ज़िंदगी
na tahriri shavaahid na zabaani
न तहरीरी शवाहिद न ज़बानी





