ishq tu ne baDa nuqsan kiya hai mera
main to us shakhs se nafrat bhi nahin kar sakta

Liaqat Jafri
Liaqat Jafri
Sherशेर
See all 18 →ishq tu ne baDa nuqsan kiya hai mera
इश्क़ तू ने बड़ा नुक़सान किया है मेरा
main dauD dauD ke khud ko pakaD ke laata huun
मैं दौड़ दौड़ के ख़ुद को पकड़ के लाता हूँ
main bahut jald lauT a.unga
मैं बहुत जल्द लौट आऊँगा
jahan jo tha vahin rahna tha us ko
जहाँ जो था वहीं रहना था उस को
meri janib na baDhna ab mohabbat
मेरी जानिब न बढ़ना अब मोहब्बत
mire qabile men ta.alim ka rivaj na tha
मिरे क़बीले में ता'लीम का रिवाज न था
Popular Sher & Shayari
36 totalmain dauD dauD ke khud ko pakaD ke laata huun
tumhare ishq ne bachcha bana diya hai mujhe
main bahut jald lauT a.unga
tum mira intizar mat karna
jahan jo tha vahin rahna tha us ko
magar ye log hijrat kar rahe hain
meri janib na baDhna ab mohabbat
main ab pahle se mushkil rasta huun
mire qabile men ta.alim ka rivaj na tha
mire buzurg magar takhtiyan banate the
main dauD dauD ke khud ko pakaD ke laataa huun
tumhaare ishq ne bachchaa banaa diyaa hai mujhe
main bahut jald lauT aaungaa
tum miraa intizaar mat karnaa
mire qabile mein taalim kaa rivaaj na thaa
mire buzurg magar takhtiyaan banaate the
jahaan jo thaa vahin rahnaa thaa us ko
magar ye log hijrat kar rahe hain
meri jaanib na baDhnaa ab mohabbat
main ab pahle se mushkil raastaa huun
ishq tu ne baDaa nuqsaan kiyaa hai meraa
main to us shakhs se nafrat bhi nahin kar saktaa
Ghazalग़ज़ल
usi ke dam pe to ye dosti bachi hui thi
उसी के दम पे तो ये दोस्ती बची हुई थी
raunaq-e-daaman-e-sad-chaak kahaan se laaein
रौनक़-ए-दामन-ए-सद-चाक कहाँ से लाएँ
kisi girdaab ki pheinki paDi hai
किसी गिर्दाब की फेंकी पड़ी है
khaamushi ko sadaa mein rakkhaa gayaa
ख़ामुशी को सदा में रक्खा गया
paDe paDe nai zar-kheziyaan nikal aaiin
पड़े पड़े नई ज़र-ख़ेज़ियाँ निकल आईं
musalsal ashk-baari kar rahaa thaa
मुसलसल अश्क-बारी कर रहा था





