Sher
kya kaha khushbuen luTata huun
main tiri haan men haan milata huun

Mahfooz Mohammad
kya kaha khushbuen luTata huun
क्या कहा ख़ुशबुएँ लुटाता हूँ
tumhare saath hone se mujhe taskin milti hai
तुम्हारे साथ होने से मुझे तस्कीन मिलती है
qayadat phir se paane ko hai ye allama ka nuskha
क़यादत फिर से पाने को है ये अल्लामा का नुस्ख़ा
fazaon men mohabbat gholta huun
फ़ज़ाओं में मोहब्बत घोलता हूँ
kidhar nishana laga rahe ho kahan nigahen Tiki hui hain
किधर निशाना लगा रहे हो कहाँ निगाहें टिकी हुई हैं
mujhe tum se ulajhna hai kisi din
मुझे तुम से उलझना है किसी दिन
kya kaha khushbuen luTata huun
main tiri haan men haan milata huun
tumhare saath hone se mujhe taskin milti hai
mire hamdam mire dilbar hamare saath rahna tum
qayadat phir se paane ko hai ye allama ka nuskha
sabaq paDh le adalat ke sadaqat ke shuja.at ke
fazaon men mohabbat gholta huun
main hindi huun main urdu bolta huun
kidhar nishana laga rahe ho kahan nigahen Tiki hui hain
ye kaise pakDi hui hai tum ne kaman tumhari muDi hui hai
mujhe tum se ulajhna hai kisi din
bahut se mas.ale suljha sakunga
apni ammi ko mohabbat se jo dekhaa main ne
puuri jannat miri aankhon mein simaT aai hai
qayaadat phir se paane ko hai ye allaama kaa nuskha
sabaq paDh le adaalat ke sadaaqat ke shujaaat ke
kidhar nishaana lagaa rahe ho kahaan nigaahein Tiki hui hain
ye kaise pakDi hui hai tum ne kamaan tumhaari muDi hui hai
mujhe tum se ulajhnaa hai kisi din
bahut se masale suljhaa sakungaa
kyaa kahaa khushbuein luTaataa huun
main tiri haan mein haan milaataa huun
tumhaare saath hone se mujhe taskin milti hai
mire hamdam mire dilbar hamaare saath rahnaa tum