"mire fusun ne dikha.i hai tere rukh ki sahar mire junun ne bana.i hai tere zulf ki shaam"

Maikash Akbarabadi
Maikash Akbarabadi
Sherशेर
See all 14 →mire fusun ne dikha.i hai tere rukh ki sahar
मिरे फ़ुसूँ ने दिखाई है तेरे रुख़ की सहर
pahunch hi ja.ega ye haath teri zulfon tak
पहुँच ही जाएगा ये हाथ तेरी ज़ुल्फ़ों तक
tiri zulfon ko kya suljha.un ai dost
तिरी ज़ुल्फ़ों को क्या सुलझाऊँ ऐ दोस्त
zaban pe nam-e-mohabbat bhi jurm tha ya.ani
ज़बाँ पे नाम-ए-मोहब्बत भी जुर्म था यानी
ye maslak apna apna hai ye fitrat apni apni hai
ये मस्लक अपना अपना है ये फ़ितरत अपनी अपनी है
naza.a tak dil us ko dohraya kiya
नज़'अ तक दिल उस को दोहराया किया
Popular Sher & Shayari
28 total"pahunch hi ja.ega ye haath teri zulfon tak yunhi junun ka agar silsila daraz raha"
"tiri zulfon ko kya suljha.un ai dost miri rahon men pech-o-kham bahut hain"
"zaban pe nam-e-mohabbat bhi jurm tha ya.ani ham un se jurm-e-mohabbat bhi bakhshva na sake"
"ye maslak apna apna hai ye fitrat apni apni hai jalao ashiyan tum ham karenge ashiyan paida"
"naza.a tak dil us ko dohraya kiya ik tabassum men vo kya kuchh kah ga.e"
tiri zulfon ko kyaa suljhaaun ai dost
miri raahon mein pech-o-kham bahut hain
kuchh is tarah tiri ulfat mein kaaT di main ne
gunaahgaar huaa aur na paak-baaz rahaa
mire fusun ne dikhaai hai tere rukh ki sahar
mire junun ne banaai hai tere zulf ki shaam
pahunch hi jaaegaa ye haath teri zulfon tak
yunhi junun kaa agar silsila daraaz rahaa
zabaan pe naam-e-mohabbat bhi jurm thaa yaani
ham un se jurm-e-mohabbat bhi bakhshvaa na sake
aap ki meri kahaani ek hai
kahiye ab main kyaa sunaaun kyaa sunun
Ghazalग़ज़ल
shauq ke daftar dilon mein rah gae
शौक़ के दफ़्तर दिलों में रह गए
jabin pe un ki ye bindi kaa daagh kyaa kahiye
जबीं पे उन की ये बिंदी का दाग़ क्या कहिए
ab bhi duzdida nigaah-e-naaz hai
अब भी दुज़्दीदा निगाह-ए-नाज़ है
kabhi ahl-e-junun bhi maslahat se kaam lete hain
कभी अहल-ए-जुनूँ भी मस्लहत से काम लेते हैं
main ne is shoabda-gar dil ko kahaan chhoD diyaa
मैं ने इस शो'बदा-गर दिल को कहाँ छोड़ दिया
paate hain muddaaa ko gham-e-muddaaa se ham
पाते हैं मुद्दआ' को ग़म-ए-मुद्दआ से हम





