in ansuon ki hifazat bahut zaruri hai
andheri raat men jugnu bhi kaam aate hain

Majid Deobandi
Majid Deobandi
Sherशेर
See all 8 →in ansuon ki hifazat bahut zaruri hai
इन आँसुओं की हिफ़ाज़त बहुत ज़रूरी है
phir tumhare paanv chhune khud bulandi aa.egi
फिर तुम्हारे पाँव छूने ख़ुद बुलंदी आएगी
main jab bhi tajziya karta huun tera ai duniya
मैं जब भी तज्ज़िया करता हूँ तेरा ऐ दुनिया
khizan ka zikr to meri zaban pe tha hi nahin
ख़िज़ाँ का ज़िक्र तो मेरी ज़बाँ पे था ही नहीं
jis ko chahen be-izzat kar sakte hain
जिस को चाहें बे-इज़्ज़त कर सकते हैं
afsos jin ke dam se har ik su hain nafraten
अफ़सोस जिन के दम से हर इक सू हैं नफ़रतें
Popular Sher & Shayari
16 totalphir tumhare paanv chhune khud bulandi aa.egi
sab dilon par raaj kar ke taj-dari siikh lo
main jab bhi tajziya karta huun tera ai duniya
is a.ine men tujhe bad-chalan si paata huun
khizan ka zikr to meri zaban pe tha hi nahin
bahar karti hai matam tire havale se
jis ko chahen be-izzat kar sakte hain
aap baDe hain aap ko ye asani hai
afsos jin ke dam se har ik su hain nafraten
ham ne ta.alluqat unhin se baDha liye
jis ko chaahein be-izzat kar sakte hain
aap baDe hain aap ko ye aasaani hai
afsos jin ke dam se har ik su hain nafratein
ham ne taalluqaat unhin se baDhaa liye
yaad rakkho ik na ik din saanp baahar aaeinge
aastinon mein unhein kab tak chhupaayaa jaaegaa
in aansuon ki hifaazat bahut zaruri hai
andheri raat mein jugnu bhi kaam aate hain
phir tumhaare paanv chhune khud bulandi aaegi
sab dilon par raaj kar ke taaj-daari siikh lo
meri aankhein kuchh soi si rahti hain
shaayad in kaa khvaab-nagar se rishta hai
Ghazalग़ज़ल
aas ko dasht-e-aarzu de de
आस को दश्त-ए-आरज़ू दे दे
dar kaun kare paidaa sangin chaTaanon mein
दर कौन करे पैदा संगीन चटानों में
khuun majburon kaa har gaam bahaane vaale
ख़ून मजबूरों का हर गाम बहाने वाले
saamaan-e-tijaarat miraa imaan nahin hai
सामान-ए-तिजारत मिरा ईमान नहीं है
na kuchh ziyaada na kuchh kam tire havaale se
न कुछ ज़ियादा न कुछ कम तिरे हवाले से
koi adaa jo kahin apne-pan si paataa huun
कोई अदा जो कहीं अपने-पन सी पाता हूँ





