ham ne hans hans ke tiri bazm men ai paikar-e-naz
kitni aahon ko chhupaya hai tujhe kya ma.alum

Makhdoom Mohiuddin
Makhdoom Mohiuddin
Sherशेर
See all 25 →ham ne hans hans ke tiri bazm men ai paikar-e-naz
हम ने हँस हँस के तिरी बज़्म में ऐ पैकर-ए-नाज़
ishq ke sho.ale ko bhaDkao ki kuchh raat kaTe
इश्क़ के शोले को भड़काओ कि कुछ रात कटे
bazm se duur vo gaata raha tanha tanha
बज़्म से दूर वो गाता रहा तन्हा तन्हा
raat bhar dard ki sham.a jalti rahi
रात भर दर्द की शम्अ जलती रही
vasl hai un ki ada hijr hai un ka andaz
वस्ल है उन की अदा हिज्र है उन का अंदाज़
hayat le ke chalo ka.enat le ke chalo
हयात ले के चलो काएनात ले के चलो
Popular Sher & Shayari
50 totalishq ke sho.ale ko bhaDkao ki kuchh raat kaTe
dil ke angare ko dahkao ki kuchh raat kaTe
bazm se duur vo gaata raha tanha tanha
so gaya saaz pe sar rakh ke sahar se pahle
raat bhar dard ki sham.a jalti rahi
gham ki lau thartharati rahi raat bhar
vasl hai un ki ada hijr hai un ka andaz
kaun sa rang bharun ishq ke afsanon men
hayat le ke chalo ka.enat le ke chalo
chalo to saare zamane ko saath le ke chalo
hujum-e-baada-o-gul mein hujum-e-yaaraan mein
kisi nigaah ne jhuk kar mire salaam liye
tumhaare jism kaa suraj jahaan jahaan TuuTaa
vahin vahin miri zanjir-e-jaan bhi TuuTi hai
hayaat le ke chalo kaaenaat le ke chalo
chalo to saare zamaane ko saath le ke chalo
aap ki yaad aati rahi raat bhar
chashm-e-nam muskuraati rahi raat bhar
ishq ke shoale ko bhaDkaao ki kuchh raat kaTe
dil ke angaare ko dahkaao ki kuchh raat kaTe
ye tamannaa hai ki uDti hui manzil kaa ghubaar
subh ke parde mein yaad aa gai shaam aahista
Ghazalग़ज़ल
daraaz hai shab-e-gham soz-o-saaz saath rahe
दराज़ है शब-ए-ग़म सोज़-ओ-साज़ साथ रहे
simaab-vashi tishna-labi baa-khabari hai
सीमाब-वशी तिश्ना-लबी बा-ख़बरी है
gulu-e-yazdaan mein nok-e-sinaan bhi TuuTi hai
गुलू-ए-यज़दाँ में नोक-ए-सिनाँ भी टूटी है
raushan hai bazm-e-shoala-rukhaan dekhte chalein
रौशन है बज़्म-ए-शोला-रुख़ाँ देखते चलें
usi chaman mein chalein jashn-e-yaad-e-yaar karein
उसी चमन में चलें जश्न-ए-याद-ए-यार करें
phir chhiDi raat baat phulon ki
फिर छिड़ी रात बात फूलों की





