"nazar karta nahin nashsha-labon par ki jis ke haath paimane lage hain"

Maya Khanna Raje Barelvi
Maya Khanna Raje Barelvi
Sherशेर
See all 7 →nazar karta nahin nashsha-labon par
नज़र करता नहीं नश्शा-लबों पर
vo aur honge jin ko hai fikr-e-ziyan-o-sud
वो और होंगे जिन को है फ़िक्र-ए-ज़ियान-ओ-सूद
ik ashk-e-nadamat se dhul jaate sabhi isyan
इक अश्क-ए-नदामत से धुल जाते सभी इस्याँ
jo kah rahe the khuun se sinchenge gulsitan
जो कह रहे थे ख़ून से सींचेंगे गुल्सिताँ
jo log aa rahe hain tumhare qarib-tar
जो लोग आ रहे हैं तुम्हारे क़रीब-तर
har shai se ho ke kyon na rahe be-niyaz vo
हर शय से हो के क्यों न रहे बे-नियाज़ वो
Popular Sher & Shayari
14 total"vo aur honge jin ko hai fikr-e-ziyan-o-sud duniya se be-niyaz hai meri ghazal ka rang"
"ik ashk-e-nadamat se dhul jaate sabhi isyan ik ashk-e-nadamat tak pahuncha hi nahin koi"
"jo kah rahe the khuun se sinchenge gulsitan vo hamiyan-e-fasl-e-baharan kidhar ga.e"
"jo log aa rahe hain tumhare qarib-tar muD kar vo su-e-sham-o-sahar dekhte nahin"
"har shai se ho ke kyon na rahe be-niyaz vo har shai jahan men jis ko tamasha dikha.i de"
ik ashk-e-nadaamat se dhul jaate sabhi isyaan
ik ashk-e-nadaamat tak pahunchaa hi nahin koi
mazaaq-e-khud-parasti ek kamzori hai insaan ki
bayaan kar ke haqiqat ye uThaayaa hai ziyaan ham ne
vo aur honge jin ko hai fikr-e-ziyaan-o-sud
duniyaa se be-niyaaz hai meri ghazal kaa rang
jo kah rahe the khuun se sincheinge gulsitaan
vo haamiyaan-e-fasl-e-bahaaraan kidhar gae
jo log aa rahe hain tumhaare qarib-tar
muD kar vo su-e-shaam-o-sahar dekhte nahin
nazar kartaa nahin nashsha-labon par
ki jis ke haath paimaane lage hain
Ghazalग़ज़ल
koi naama nahin payaam nahin
कोई नामा नहीं पयाम नहीं
bekaar na jaaeingi ab vaqt ki taqrirein
बेकार न जाएँगी अब वक़्त की तक़रीरें
hazaar maslahat-e-vaqt saath saath rahi
हज़ार मस्लहत-ए-वक़्त साथ साथ रही
ye fitrat ki haqiqat hai jo jhuTlaai nahin jaati
ये फ़ितरत की हक़ीक़त है जो झुटलाई नहीं जाती
chaunk uThe aql vaale ye kyaa kah diyaa
चौंक उठे अक़्ल वाले ये क्या कह दिया
yaqin-o-ilm ki fazaa na shahr mein na gaanv mein
यक़ीन-ओ-इल्म की फ़ज़ा न शहर में न गाँव में





