"mujh men thoDi si jagah bhi nahin nafrat ke liye main to har vaqt mohabbat se bhara rahta huun"

Mirza Athar Zia
Mirza Athar Zia
Sherशेर
See all 15 →mujh men thoDi si jagah bhi nahin nafrat ke liye
मुझ में थोड़ी सी जगह भी नहीं नफ़रत के लिए
teri dahliz pe iqrar ki ummid liye
तेरी दहलीज़ पे इक़रार की उम्मीद लिए
dekhte rahte hain khud apna tamasha din raat
देखते रहते हैं ख़ुद अपना तमाशा दिन रात
na intizar karo kal ka aaj darj karo
न इंतिज़ार करो कल का आज दर्ज करो
khud apne qatl ka ilzam Dho raha huun abhi
ख़ुद अपने क़त्ल का इल्ज़ाम ढो रहा हूँ अभी
main adhura sa huun us ke andar
मैं अधूरा सा हूँ उस के अंदर
Popular Sher & Shayari
30 total"teri dahliz pe iqrar ki ummid liye phir khaDe hain tire inkar ke maare hue log"
"dekhte rahte hain khud apna tamasha din raat ham hain khud apne hi kirdar ke maare hue log"
"na intizar karo kal ka aaj darj karo khamoshi toD do aur ehtijaj darj karo"
"khud apne qatl ka ilzam Dho raha huun abhi main apni laash pe sar rakh ke ro raha huun abhi"
"main adhura sa huun us ke andar aur vo shakhs mukammal mujh men"
ek dariyaa ko dikhaai thi kabhi pyaas apni
phir nahin maangaa kabhi main ne dobaaraa paani
harim-e-dil mein Thahar yaa saraa-e-jaan mein ruk
ye sab makaan hain tere kisi makaan mein ruk
meri aankhon se bhi ik baar nikal
dekhun main teri ravaani paani
mujh mein thoDi si jagah bhi nahin nafrat ke liye
main to har vaqt mohabbat se bharaa rahtaa huun
teri dahliz pe iqraar ki ummid liye
phir khaDe hain tire inkaar ke maare hue log
main hi aaina-e-duniyaa mein chalaa aayaa huun
yaa chali aai hai duniyaa mire aaine mein
Ghazalग़ज़ल
rok rakkhaa thaa jo in aankhon mein khaaraa paani
रोक रक्खा था जो इन आँखों में खारा पानी
DhunDhtaa hai koi rastaa mire aaine mein
ढूँढता है कोई रस्ता मिरे आईने में
tamaam galiyon mein maatam bapaa thaa jangal kaa
तमाम गलियों में मातम बपा था जंगल का
main apne jism ki divaar mein chunun khud ko
मैं अपने जिस्म की दीवार में चुनूँ ख़ुद को
koi bagula raqsaan mere andar hai
कोई बगूला रक़्साँ मेरे अंदर है
har ghaDi barse hai baadal mujh mein
हर घड़ी बरसे है बादल मुझ में





