Quote
"vo jo sharma ga.e to un ki khata apne zimme hamen liye hi bani"

Mohammad Ali Khan Rashki
"vo jo sharma ga.e to un ki khata apne zimme hamen liye hi bani"
"ye mansab-e-buland mila jis ko mil gaya har mudda.i ke vaste dar-o-rasan kahan"
"dard-e-dil kya bayan karun 'rashki' us ko kab e'tibar aata hai"
"ghussa aata hai pyaar aata hai ghair ke ghar se yaar aata hai"
ghussa aataa hai pyaar aataa hai
ghair ke ghar se yaar aataa hai
vo jo sharmaa gae to un ki khataa
apne zimme hamein liye hi bani
ye mansab-e-buland milaa jis ko mil gayaa
har muddai ke vaaste daar-o-rasan kahaan
dard-e-dil kyaa bayaan karun 'rashki'
us ko kab e'tibaar aataa hai