us se mil kar usi ko puchhte hain
be-khayali si be-khayali hai

Mohsin Bhopali
Mohsin Bhopali
Sherशेर
See all 28 →us se mil kar usi ko puchhte hain
उस से मिल कर उसी को पूछते हैं
khanda-e-lab men nihan zakhm-e-hunar dekhega kaun
ख़ंदा-ए-लब में निहाँ ज़ख़्म-ए-हुनर देखेगा कौन
koi surat nahin kharabi ki
कोई सूरत नहीं ख़राबी की
pahle jo kaha ab bhi vahi kahte hain 'mohsin'
पहले जो कहा अब भी वही कहते हैं 'मोहसिन'
iblagh ke liye na tum akhbar dekhna
इबलाग़ के लिए न तुम अख़बार देखना
lafzon ke ehtiyat ne ma.ani badal diye
लफ़्ज़ों के एहतियात ने मअ'नी बदल दिए
Popular Sher & Shayari
56 totalkhanda-e-lab men nihan zakhm-e-hunar dekhega kaun
bazm men hain sab ke sab ahl-e-nazar dekhega kaun
koi surat nahin kharabi ki
kis kharabe men bas raha hai jism
pahle jo kaha ab bhi vahi kahte hain 'mohsin'
itna hai ba-andaz-e-digar kahne lage hain
iblagh ke liye na tum akhbar dekhna
ho justuju to kucha-o-bazar dekhna
lafzon ke ehtiyat ne ma.ani badal diye
is ehtimam-e-shauq men husn-e-asar gaya
sadaa-e-vaqt ki gar baaz-gasht san paao
mire khayaal ko tum shaairaana kah denaa
hamaari jaan pe dohraa azaab hai 'mohsin'
ki dekhnaa hi nahin ham ko sochnaa bhi hai
iblaagh ke liye na tum akhbaar dekhnaa
ho justuju to kucha-o-baazaar dekhnaa
zindagi gul hai naghma hai mahtaab hai
zindagi ko faqat imtihaan mat samajh
kyaa khabar thi hamein ye zakhm bhi khaanaa hogaa
tu nahin hogaa tiri bazm mein aanaa hogaa
is liye suntaa huun 'mohsin' har fasaana ghaur se
ik haqiqat ke bhi ban jaate hain afsaane bahut
Ghazalग़ज़ल
binaa-e-ishq hai bas ustuvaar karne tak
बिना-ए-इश्क़ है बस उस्तुवार करने तक
ye tai huaa hai ki qaatil ko bhi duaa diije
ये तय हुआ है कि क़ातिल को भी दुआ दीजे
me'yaar-e-jehd jazba-e-isaar bhi nahin
मे'यार-ए-जेहद जज़्बा-ए-ईसार भी नहीं
lafz to hon lab-e-izhaar na rahne paae
लफ़्ज़ तो हों लब-ए-इज़हार न रहने पाए
saron ki fasl kaaTi jaa rahi hai
सरों की फ़स्ल काटी जा रही है
dosto baargah-e-qatl sajaate jaao
दोस्तो बारगह-ए-क़त्ल सजाते जाओ





