"mahv-e-safar huun khitta-e-duniya ke us taraf aur khud ko hoshiyar nahin kar raha huun main"

Muneer Jafri
Muneer Jafri
Sherशेर
See all 8 →mahv-e-safar huun khitta-e-duniya ke us taraf
महव-ए-सफ़र हूँ ख़ित्ता-ए-दुनिया के उस तरफ़
dil par pahan liya hai vo gajre ke jaisa shakhs
दिल पर पहन लिया है वो गजरे के जैसा शख़्स
Tiis uTThi thi kahin zer-e-zamin aur idhar
टीस उट्ठी थी कहीं ज़ेर-ए-ज़मीं और इधर
dariya se to muahida tai pa gaya magar
दरिया से तो मुआहिदा तय पा गया मगर
mujh ko faqat shajar ki numu se hai vasta
मुझ को फ़क़त शजर की नुमू से है वास्ता
ye vaqt kaifiyat se bharta nahin kabhi
ये वक़्त कैफ़ियात से भरता नहीं कभी
Popular Sher & Shayari
16 total"dil par pahan liya hai vo gajre ke jaisa shakhs lekin gale ka haar nahin kar raha huun main"
"Tiis uTThi thi kahin zer-e-zamin aur idhar shahr ka shahr makanon se nikal aaya tha"
"dariya se to muahida tai pa gaya magar kashti ka e.atibar nahin kar raha huun main"
"mujh ko faqat shajar ki numu se hai vasta sahra ko saya-dar nahin kar raha huun"
"ye vaqt kaifiyat se bharta nahin kabhi ye jaam ikhtiyar nahin kar raha huun main"
Tiis uTThi thi kahin zer-e-zamin aur idhar
shahr kaa shahr makaanon se nikal aaya thaa
dil par pahan liyaa hai vo gajre ke jaisaa shakhs
lekin gale kaa haar nahin kar rahaa huun main
ye vaqt kaifiyaat se bhartaa nahin kabhi
ye jaam ikhtiyaar nahin kar rahaa huun main
ye chal-chalaav main ne diyaa hai use 'munir'
duniyaa pe inhisaar nahin kar rahaa huun main
mujh ko faqat shajar ki numu se hai vaasta
sahraa ko saaya-daar nahin kar rahaa huun
mahv-e-safar huun khitta-e-duniyaa ke us taraf
aur khud ko hoshiyaar nahin kar rahaa huun main
Ghazalग़ज़ल
kurra-e-nur kaa baashinda mujhe dekhtaa hai
कुर्रा-ए-नूर का बाशिंदा मुझे देखता है
aakhiri ashk hai aur pahli azaa-daari hai
आख़िरी अश्क है और पहली अज़ा-दारी है
is qadar hijr ke dhaagon se nikal aaya thaa
इस क़दर हिज्र के धागों से निकल आया था
is qadar hijr ke dhaagon se nikal aaya thaa
इस क़दर हिज्र के धागों से निकल आया था
buDhe bargad pe shaam ho gai hai
बूढ़े बरगद पे शाम हो गई है
ye zamin jo saqaafat mein zarkhez thi is ko kyaa ho gayaa
ये ज़मीं जो सक़ाफ़त में ज़रख़ेज़ थी इस को क्या हो गया





