"khatm hone de mire saath hi apna bhi vajud tu bhi ik naqsh kharabe ka hai mar ja mujh men"

Musavvir Sabzwari
Musavvir Sabzwari
Sherशेर
See all 32 →khatm hone de mire saath hi apna bhi vajud
ख़त्म होने दे मिरे साथ ही अपना भी वजूद
guzarte patton ki chaap hogi tumhare sehan-e-ana ke andar
गुज़रते पत्तों की चाप होगी तुम्हारे सेहन-ए-अना के अंदर
vo sardiyon ki dhuup ki tarah ghurub ho gaya
वो सर्दियों की धूप की तरह ग़ुरूब हो गया
sajni ki ankhon men chhup kar jab jhanka
सजनी की आँखों में छुप कर जब झाँका
na socho tark-e-ta.alluq ke moD par ruk kar
न सोचो तर्क-ए-तअ'ल्लुक़ के मोड़ पर रुक कर
apne hone ka kuchh ehsas na hone se hua
अपने होने का कुछ एहसास न होने से हुआ
Popular Sher & Shayari
64 total"guzarte patton ki chaap hogi tumhare sehan-e-ana ke andar fasurda yadon ki barishen bhi mujhe bhulane ke baad hongi"
"vo sardiyon ki dhuup ki tarah ghurub ho gaya lipaT rahi hai yaad jism se lihaf ki tarah"
"sajni ki ankhon men chhup kar jab jhanka bin holi khele hi sajan bhiig gaya"
"na socho tark-e-ta.alluq ke moD par ruk kar qadam baDhao ki ye hadsa zaruri hai"
"apne hone ka kuchh ehsas na hone se hua khud se milna mira ik shakhs ke khone se hua"
azaabon se Tapakti ye chhatein barson chaleingi
abhi se kyuun makin masruf-e-maatam ho gae hain
vo sardiyon ki dhuup ki tarah ghurub ho gayaa
lipaT rahi hai yaad jism se lihaaf ki tarah
na socho tark-e-taalluq ke moD par ruk kar
qadam baDhaao ki ye haadsa zaruri hai
guzarte patton ki chaap hogi tumhaare sehan-e-anaa ke andar
fasurda yaadon ki baarishein bhi mujhe bhulaane ke baad hongi
kisi ko qissa-e-paaki-e-chashm yaad nahin
ye aanhkein kaun si barsaat mein nahaai thiin
hisaar-e-gosh-e-samaaat ki dastaras mein kahaan
tu vo sadaa jo faqat jism ko sunaai de
Ghazalग़ज़ल
baraabar khvaab se chehron ki hijrat dekhte rahnaa
बराबर ख़्वाब से चेहरों की हिजरत देखते रहना
baad-e-shimaal chalne lagi ang ang mein
बाद-ए-शिमाल चलने लगी अंग अंग में
yuun chup hai shahr jaise ki kuchh bhi huaa na ho
यूँ चुप है शहर जैसे कि कुछ भी हुआ न हो
ziyaan hai jaan kaa ye kaarobaar mat karnaa
ज़ियाँ है जान का ये कारोबार मत करना
dekho koi khvaab din Dhale kaa
देखो कोई ख़्वाब दिन ढले का
tabaah kar gayaa sab ko mire gharaane kaa
तबाह कर गया सब को मिरे घराने का





