"saare saval asan hain mushkil ek javab ham bhi ek javab hain koi saval kare"

Nadeem Bhabha
Nadeem Bhabha
Sherशेर
See all 45 →saare saval asan hain mushkil ek javab
सारे सवाल आसान हैं मुश्किल एक जवाब
ham ghulami ko muqaddar ki tarah jante hain
हम ग़ुलामी को मुक़द्दर की तरह जानते हैं
mohabbat, hijr, nafrat mil chuki hai
मोहब्बत, हिज्र, नफ़रत मिल चुकी है
ungliyan pher mere balon men
उँगलियाँ फेर मेरे बालों में
kuchh is liye bhi akela sa ho gaya huun 'nadim'
कुछ इस लिए भी अकेला सा हो गया हूँ 'नदीम'
aur koi pahchan miri banti hi nahin
और कोई पहचान मिरी बनती ही नहीं
Popular Sher & Shayari
90 total"ham ghulami ko muqaddar ki tarah jante hain ham tiri jiit tiri maat se nikle hue hain"
"mohabbat, hijr, nafrat mil chuki hai main taqriban mukammal ho chuka huun"
"ungliyan pher mere balon men ye mira dard-e-sar nahin jaata"
"kuchh is liye bhi akela sa ho gaya huun 'nadim' sabhi ko dost banaya hai dushmani nahin ki"
"aur koi pahchan miri banti hi nahin jante hain sab log ki bas tera huun main"
aur koi pahchaan miri banti hi nahin
jaante hain sab log ki bas teraa huun main
mohabbat ne akelaa kar diyaa hai
main apni zaat mein ik qaafila thaa
saare savaal aasaan hain mushkil ek javaab
ham bhi ek javaab hain koi savaal kare
bad-nasibi ki ishq kar ke bhi
koi dhoka nahin huaa mire saath
dil mubtalaa-e-hijr rifaaqat mein rah gayaa
lagtaa hai koi farq mohabbat mein rah gayaa
kuchh is liye bhi akelaa saa ho gayaa huun 'nadim'
sabhi ko dost banaayaa hai dushmani nahin ki
Ghazalग़ज़ल
dil mubtalaa-e-hijr rifaaqat mein rah gayaa
दिल मुब्तला-ए-हिज्र रिफ़ाक़त में रह गया
haalat-e-haal mein aadaab nahin bhultaa main
हालत-ए-हाल में आदाब नहीं भूलता मैं
bahut shiddat se jo qaaem huaa thaa
बहुत शिद्दत से जो क़ाएम हुआ था
tamaam umr jale aur raushni nahin ki
तमाम उम्र जले और रौशनी नहीं की
dil se ik yaad bhulaa di gai hai
दिल से इक याद भुला दी गई है
raabta mujh se miraa joD diyaa kartaa thaa
राब्ता मुझ से मिरा जोड़ दिया करता था





