zindagi se to khair shikva tha
muddaton maut ne bhi tarsaya

Naresh Kumar Shad
Naresh Kumar Shad
Sherशेर
See all 16 →zindagi se to khair shikva tha
ज़िंदगी से तो ख़ैर शिकवा था
itna bhi na-umid dil-e-kam-nazar na ho
इतना भी ना-उमीद दिल-ए-कम-नज़र न हो
khuda se kya mohabbat kar sakega
ख़ुदा से क्या मोहब्बत कर सकेगा
tufan-e-gham ki tund havaon ke bavajud
तूफ़ान-ए-ग़म की तुंद हवाओं के बावजूद
ye soch kar bhi hans na sake ham shikasta-dil
ये सोच कर भी हँस न सके हम शिकस्ता-दिल
allah re be-khudi ki tire paas baiTh kar
अल्लाह रे बे-ख़ुदी कि तिरे पास बैठ कर
Popular Sher & Shayari
32 totalitna bhi na-umid dil-e-kam-nazar na ho
mumkin nahin ki sham-e-alam ki sahar na ho
khuda se kya mohabbat kar sakega
jise nafrat hai us ke aadmi se
tufan-e-gham ki tund havaon ke bavajud
ik sham-e-arzu hai jo ab tak bujhi nahin
ye soch kar bhi hans na sake ham shikasta-dil
yaran-e-gham-gusar ka dil TuuT ja.ega
allah re be-khudi ki tire paas baiTh kar
tera hi intizar kiya hai kabhi kabhi
mahfil un ki saaqi un kaa
aankhein apni baaqi un kaa
tufaan-e-gham ki tund havaaon ke baavajud
ik sham-e-aarzu hai jo ab tak bujhi nahin
ye soch kar bhi hans na sake ham shikasta-dil
yaaraan-e-gham-gusaar kaa dil TuuT jaaegaa
tu mire gham mein na hansti hui aankhon ko rulaa
main to mar mar ke bhi ji saktaa huun meraa kyaa hai
tiraa hijr meraa nasib hai tiraa gham hi meri hayaat hai
mujhe teri duuri kaa gham ho kyon tu kahin bhi ho mire paas hai
itnaa bhi naa-umid dil-e-kam-nazar na ho
mumkin nahin ki shaam-e-alam ki sahar na ho
Ghazalग़ज़ल
naaravaa hai kisi ki hamraahi
नारवा है किसी की हमराही
kaun sulagte aansu roke aag ke TukDe kaun chabaae
कौन सुलगते आँसू रोके आग के टुकड़े कौन चबाए
kisi ke jaur-o-sitam kaa to ik bahaana thaa
किसी के जौर-ओ-सितम का तो इक बहाना था
Duub kar paar utar gae hain ham
डूब कर पार उतर गए हैं हम
raunaq baDhegi ru-e-nashaat-e-jamaal ki
रौनक़ बढ़ेगी रू-ए-नशात-ए-जमाल की
ek dhokaa hai ye shab-rang saveraa kyaa hai
एक धोका है ये शब-रंग सवेरा क्या है





