Sher
jigar men dard to hai dil men iztirab to hai
tumhare gham men miri zindagi kharab to hai
N
Naseer ArzooNaseer Arzoo
jigar men dard to hai dil men iztirab to hai
जिगर में दर्द तो है दिल में इज़्तिराब तो है
ab na chahenge kisi aur ko taslim magar
अब न चाहेंगे किसी और को तस्लीम मगर
un se mayus-e-iltifat nahin
उन से मायूस-ए-इल्तिफ़ात नहीं
ishq ki azmaten baja lekin
इश्क़ की अज़्मतें बजा लेकिन
aao tajdid-e-vafa phir se karen ham varna
आओ तजदीद-ए-वफ़ा फिर से करें हम वर्ना
jigar men dard to hai dil men iztirab to hai
tumhare gham men miri zindagi kharab to hai
ab na chahenge kisi aur ko taslim magar
fa.eda kya hai mire sar ki qasam khane se
un se mayus-e-iltifat nahin
go ba-zahir tavaqquat nahin
ishq ki azmaten baja lekin
ishq hi maqsad-e-hayat nahin
aao tajdid-e-vafa phir se karen ham varna
baat kuchh aur ulajh ja.egi suljhane se
ishq ki azmatein bajaa lekin
ishq hi maqsad-e-hayaat nahin
ab na chaaheinge kisi aur ko taslim magar
faaeda kyaa hai mire sar ki qasam khaane se
jigar mein dard to hai dil mein iztiraab to hai
tumhaare gham mein miri zindagi kharaab to hai
un se maayus-e-iltifaat nahin
go ba-zaahir tavaqquaat nahin
aao tajdid-e-vafaa phir se karein ham varna
baat kuchh aur ulajh jaaegi suljhaane se