Sher
siine pe kitne daagh liye phir raha huun main
zakhmon ka ek baagh liye phir raha huun main

Nayyar Sultanpuri
siine pe kitne daagh liye phir raha huun main
सीने पे कितने दाग़ लिए फिर रहा हूँ मैं
di hai 'nayyar' mujh ko saaqi ne ye kaisi khaas mai
दी है 'नय्यर' मुझ को साक़ी ने ये कैसी ख़ास मय
pahuncha na tha yaqin ki manzil pe main abhi
पहुँचा न था यक़ीन की मंज़िल पे मैं अभी
baDhne lagi yaqin o guman men jo kashmakash
बढ़ने लगी यक़ीन ओ गुमाँ में जो कश्मकश
siine pe kitne daagh liye phir raha huun main
zakhmon ka ek baagh liye phir raha huun main
di hai 'nayyar' mujh ko saaqi ne ye kaisi khaas mai
sab ki nazren uTh rahi hain mere saghar ki taraf
pahuncha na tha yaqin ki manzil pe main abhi
mera khayal mujh se bhi aage nikal gaya
baDhne lagi yaqin o guman men jo kashmakash
va.ada bhi sub.h o shaam pe Talta chala gaya
pahunchaa na thaa yaqin ki manzil pe main abhi
meraa khayaal mujh se bhi aage nikal gayaa
siine pe kitne daagh liye phir rahaa huun main
zakhmon kaa ek baagh liye phir rahaa huun main
di hai 'nayyar' mujh ko saaqi ne ye kaisi khaas mai
sab ki nazrein uTh rahi hain mere saaghar ki taraf
baDhne lagi yaqin o gumaan mein jo kashmakash
vaada bhi subh o shaam pe Taltaa chalaa gayaa