bichhaD ke tujh se mujhe hai umiid milne ki
suna hai ruuh ko aana hai phir badan ki taraf

Nazm Tabatabai
Nazm Tabatabai
Sherशेर
See all 20 →bichhaD ke tujh se mujhe hai umiid milne ki
बिछड़ के तुझ से मुझे है उमीद मिलने की
uDaa.i khaak jis sahra men tere vaste main ne
उड़ाई ख़ाक जिस सहरा में तेरे वास्ते मैं ने
dil is tarah hava-e-mohabbat men jal gaya
दिल इस तरह हवा-ए-मोहब्बत में जल गया
banaya toD ke a.ina a.ina-khana
बनाया तोड़ के आईना आईना-ख़ाना
jo ahl-e-dil hain alag hain vo ahl-e-zahir se
जो अहल-ए-दिल हैं अलग हैं वो अहल-ए-ज़ाहिर से
nashshe men sujhti hai mujhe duur duur ki
नश्शे में सूझती है मुझे दूर दूर की
Popular Sher & Shayari
40 totaluDaa.i khaak jis sahra men tere vaste main ne
thaka-manda mila in manzilon men asman mujh ko
dil is tarah hava-e-mohabbat men jal gaya
bhaDki kahin na aag na uTTha dhuan kahin
banaya toD ke a.ina a.ina-khana
na dekhi raah jo khalvat se anjuman ki taraf
jo ahl-e-dil hain alag hain vo ahl-e-zahir se
na main huun shaikh ki janib na barhaman ki taraf
nashshe men sujhti hai mujhe duur duur ki
naddi vo samne hai sharab-e-tuhur ki
yuun main sidhaa gayaa vahshat mein bayaabaan ki taraf
haath jis tarah se aataa hai garebaan ki taraf
dard-e-dil se ishq ke be-pardagi hoti nahin
ik chamak uThti hai lekin raushni hoti nahin
bichhaD ke tujh se mujhe hai umiid milne ki
sunaa hai ruuh ko aanaa hai phir badan ki taraf
dil is tarah havaa-e-mohabbat mein jal gayaa
bhaDki kahin na aag na uTThaa dhuaan kahin
banaayaa toD ke aaina aaina-khaana
na dekhi raah jo khalvat se anjuman ki taraf
asiri mein bahaar aai hai fariyaad-o-fughaan kar lein
nafas ko khun-fishaan kar lein qafas ko bostaan kar lein
Ghazalग़ज़ल
ehsaan le na himmat-e-mardaana chhoD kar
एहसान ले न हिम्मत-ए-मर्दाना छोड़ कर
ye aah-e-be-asar kyaa ho ye nakhl-e-be-samar kyaa ho
ये आह-ए-बे-असर क्या हो ये नख़्ल-ए-बे-समर क्या हो
uDaa kar kaag shishe se mai-e-gul-gun nikalti hai
उड़ा कर काग शीशे से मय-ए-गुल-गूँ निकलती है
sang-e-jafaa kaa gham nahin dast-e-talab kaa Dar nahin
संग-ए-जफ़ा का ग़म नहीं दस्त-ए-तलब का डर नहीं
ye huaa maaal hubaab kaa jo havaa mein bhar ke ubhar gayaa
ये हुआ मआल हुबाब का जो हवा में भर के उभर गया
junun ke valvale jab ghuT gae dil mein nihaan ho kar
जुनूँ के वलवले जब घुट गए दिल में निहाँ हो कर





