apne angan men parinde dekh kar
jism ki Tahni se uD jaate hain ham

Nivesh Sahu
Nivesh Sahu
Sherशेर
See all 15 →apne angan men parinde dekh kar
अपने आँगन में परिंदे देख कर
zakhm hare rahte hain dekha-dekhi men
ज़ख़्म हरे रहते हैं देखा-देखी में
ye gila hai ki harta bhi nahin
ये गिला है कि हारता भी नहीं
rone lage to kaun hamen chup kara.ega
रोने लगे तो कौन हमें चुप कराएगा
hosh men aate hi ho jaate hain chup
होश में आते ही हो जाते हैं चुप
agar hota to khud ko phir banata
अगर होता तो ख़ुद को फिर बनाता
Popular Sher & Shayari
30 totalzakhm hare rahte hain dekha-dekhi men
aur nazar-andazi men bhar jaate hain
ye gila hai ki harta bhi nahin
biich men khel chhoD deta huun
rone lage to kaun hamen chup kara.ega
so is ki ehtiyat hai ham ro nahin rahe
hosh men aate hi ho jaate hain chup
aur be-hoshi men chillate hain ham
agar hota to khud ko phir banata
magar afsos kuza-gar nahin huun
ye gila hai ki haartaa bhi nahin
biich mein khel chhoD detaa huun
kyaa hai ki ham us ko kabhi puure nahin paDte
ham hi nahin kar paate hain bharpaai hamaari
nihaayat bhale tajriba-kaar ahl-e-vafaa chun liye hain
hamaari suhulat se ham ne hamaare khudaa chun liye hain
zinda rahaa to kaun saa zinda rahungaa main
mar bhi gayaa to kaun saa main mar hi jaaungaa
tum ko afsos tumhein Thiik banaayaa na gayaa
aur ik ham ki abhi chaak pe rakkhe na gae
agar hotaa to khud ko phir banaataa
magar afsos kuza-gar nahin huun
Ghazalग़ज़ल
rah-e-yaqin pe gumaan kaa ghubaar aataa hai
रह-ए-यक़ीं पे गुमाँ का ग़ुबार आता है
vo rang-o-bu vo khaal-o-khad nahin rahaa
वो रंग-ओ-बू वो ख़ाल-ओ-ख़द नहीं रहा
sunsaan bastiyon ki taraf dekhte raho
सुनसान बस्तियों की तरफ़ देखते रहो
is dukh kaa tamannaai banaataa na use main
इस दुख का तमन्नाई बनाता न उसे मैं
zindagi mein rang bharte khair-o-shar achchhe lage
ज़िंदगी में रंग भरते ख़ैर-ओ-शर अच्छे लगे
ik ranj-e-dil ke jis se sivaa chaahtaa nahin
इक रंज-ए-दिल के जिस से सिवा चाहता नहीं





