"rail dekhi hai kabhi siine pe chalne vaali yaad to honge tujhe haath hilate hue ham"

Nomaan Shauque
Nomaan Shauque
Sherशेर
See all 87 →rail dekhi hai kabhi siine pe chalne vaali
रेल देखी है कभी सीने पे चलने वाली
tabah kar to duun zahir-parast duniya ko
तबाह कर तो दूँ ज़ाहिर-परस्त दुनिया को
tum to sardi ki hasin dhuup ka chehra ho jise
तुम तो सर्दी की हसीं धूप का चेहरा हो जिसे
jamhuriyat ke biich phansi aqaliyat tha dil
जम्हूरियत के बीच फँसी अक़्लियत था दिल
ek din donon ne apni haar maani ek saath
एक दिन दोनों ने अपनी हार मानी एक साथ
kuchh na tha mere paas khone ko
कुछ न था मेरे पास खोने को
Popular Sher & Shayari
174 total"tabah kar to duun zahir-parast duniya ko ye a.ine bhi mire log hi banate hain"
"tum to sardi ki hasin dhuup ka chehra ho jise dekhte rahte hain divar se jaate hue ham"
"jamhuriyat ke biich phansi aqaliyat tha dil mauqa jise jidhar se mila vaar kar diya"
"ek din donon ne apni haar maani ek saath ek din jis se jhagaDte the usi ke ho ga.e"
"kuchh na tha mere paas khone ko tum mile ho to Dar gaya huun main"
rail dekhi hai kabhi siine pe chalne vaali
yaad to honge tujhe haath hilaate hue ham
kuchh na thaa mere paas khone ko
tum mile ho to Dar gayaa huun main
jamhuriyat ke biich phansi aqaliyat thaa dil
mauqa jise jidhar se milaa vaar kar diyaa
meri khushiyon se vo rishta hai tumhaaraa ab tak
iid ho jaae agar id-mubaarak kah do
aaine kaa saamnaa achchhaa nahin hai baar baar
ek din apni hi aankhon mein khaTak saktaa huun main
rok do ye raushni ki tez dhaar
meri miTTi mein gundhi hai raat bhi
Ghazalग़ज़ल
din-ba-din ghaTti hui umr pe naazil ho jaae
दिन-ब-दिन घटती हुई उम्र पे नाज़िल हो जाए
vo miTTi kaa sitaara hai hamaaraa
वो मिट्टी का सितारा है हमारा
aaThon pahar kaa ye tiraa mazdur aa gayaa
आठों पहर का ये तिरा मज़दूर आ गया
kaun us ko chaahtaa meri tarah
कौन उस को चाहता मेरी तरह
zamin hasb-e-zarurat ugaai jaati hai
ज़मीन हस्ब-ए-ज़रूरत उगाई जाती है
zaraa saa ho mayassar vo jo mujh ko
ज़रा सा हो मयस्सर वो जो मुझ को





