nuuh baiThe hain charpa.i par
charpa.i pe nuuh baiThe hain

Nooh Narvi
Nooh Narvi
Sherशेर
See all 92 →nuuh baiThe hain charpa.i par
नूह बैठे हैं चारपाई पर
1 views
dil ke do hisse jo kar Daale the husn-o-ishq ne
दिल के दो हिस्से जो कर डाले थे हुस्न-ओ-इश्क़ ने
vo khuda.i kar rahe the jab khuda hone se qabl
वो ख़ुदाई कर रहे थे जब ख़ुदा होने से क़ब्ल
kahin na un ki nazar se nazar kisi ki laDe
कहीं न उन की नज़र से नज़र किसी की लड़े
laila hai na majnun hai na shirin hai na farhad
लैला है न मजनूँ है न शीरीं है न फ़रहाद
aate aate raah par vo a.enge
आते आते राह पर वो आएँगे
Popular Sher & Shayari
184 totaldil ke do hisse jo kar Daale the husn-o-ishq ne
ek sahra ban gaya aur ek gulshan ho gaya
vo khuda.i kar rahe the jab khuda hone se qabl
to khuda jaane karenge kya khuda hone ke ba.ad
kahin na un ki nazar se nazar kisi ki laDe
vo is lihaz se ankhen jhuka.e baiThe hain
laila hai na majnun hai na shirin hai na farhad
ab rah ga.e hain ashiq o ma.ashuq men ham aap
aate aate raah par vo a.enge
jaate jaate bad-gumani ja.egi
dil unhein deinge magar ham deinge in sharton ke saath
aazmaa kar jaanch kar sun kar samajh kar dekh kar
jab zikr kiyaa main ne kabhi vasl kaa un se
vo kahne lage paak mohabbat hai baDi chiiz
vo haath mein talvaar liye sar pe khaDe hain
marne nahin deti mujhe marne ki khushi aaj
jo ahl-e-zauq hain vo lutf uThaa lete hain chal phir kar
gulistaan kaa gulistaan mein bayaabaan kaa bayaabaan mein
koi yahaan se chal diyaa raunaq-e-baam-o-dar nahin
dekh rahaa huun ghar ko main ghar hai magar vo ghar nahin
nuuh baiThe hain chaarpaai par
chaarpaai pe nuuh baiThe hain
Ghazalग़ज़ल
aap ke dil kaa mire dil kaa nafaaz
आप के दिल का मिरे दिल का नफ़ाज़
un se gar faizyaab ho jaataa
उन से गर फ़ैज़याब हो जाता
hamesha tamannaa-o-hasrat kaa jhagDaa hamesha vafaa-o-mohabbat kaa hullaD
हमेशा तमन्ना-ओ-हसरत का झगड़ा हमेशा वफ़ा-ओ-मोहब्बत का हुल्लड़
dil hamaari taraf se saaf karo
दिल हमारी तरफ़ से साफ़ करो
koi us sitamgar ko aagaah kar de ki baaz aae aazaar dene se jhaT-paT
कोई उस सितमगर को आगाह कर दे कि बाज़ आए आज़ार देने से झट-पट
vo kahte hain aao miri anjuman mein magar main vahaan ab nahin jaane vaalaa
वो कहते हैं आओ मिरी अंजुमन में मगर मैं वहाँ अब नहीं जाने वाला





