"cigarette se ja ke duur gira khaak ho gaya aaya sharar ki shakl men soz-e-nihan ka dard"

Pranav Mishra Tejas
Pranav Mishra Tejas
Sherशेर
cigarette se ja ke duur gira khaak ho gaya
सिगरेट से जा के दूर गिरा ख़ाक हो गया
sajda hua hamesha faqiron ke ilm par
सज्दा हुआ हमेशा फ़क़ीरों के इल्म पर
apni talab men shauq se jagte hain rat-bhar
अपनी तलब में शौक़ से जगते हैं रात-भर
mujh se khala men baat bhi karna nahin rafiq
मुझ से ख़ला में बात भी करना नहीं रफ़ीक़
jaate nahin hain aur kahin phankne ko dhuul
जाते नहीं हैं और कहीं फाँकने को धूल
na jaane kaun si turpan udheD rakkhi hai
न जाने कौन सी तुरपन उधेड़ रक्खी है
Popular Sher & Shayari
12 total"sajda hua hamesha faqiron ke ilm par ham agahi pe marte hain poshak par nahin"
"apni talab men shauq se jagte hain rat-bhar ham ko kisi ke ishq ka maara na janiye"
"mujh se khala men baat bhi karna nahin rafiq aise khala men baat bhi karna hai ik gunah"
"jaate nahin hain aur kahin phankne ko dhuul sahra hamare ghar ka hai mehman in dinon"
"na jaane kaun si turpan udheD rakkhi hai kisi ke jaane se itna bhi kaun rota hai"
na jaane kaun si turpan udheD rakkhi hai
kisi ke jaane se itnaa bhi kaun rotaa hai
apni talab mein shauq se jagte hain raat-bhar
ham ko kisi ke ishq kaa maaraa na jaaniye
cigarette se jaa ke duur giraa khaak ho gayaa
aaya sharar ki shakl mein soz-e-nihaan kaa dard
jaate nahin hain aur kahin phaankne ko dhuul
sahraa hamaare ghar kaa hai mehmaan in dinon
sajda huaa hamesha faqiron ke ilm par
ham aagahi pe marte hain poshaak par nahin
mujh se khalaa mein baat bhi karnaa nahin rafiq
aise khalaa mein baat bhi karnaa hai ik gunaah
Ghazalग़ज़ल
shab-e-siyaah hai naddi ke paas baiThe hain
शब-ए-सियाह है नद्दी के पास बैठे हैं
na hotaa dard to vaapas sanvar bhi saktaa thaa
न होता दर्द तो वापस सँवर भी सकता था
bhari mahfil mein ganvaane ke liye kuchh bhi nahin
भरी महफ़िल में गँवाने के लिए कुछ भी नहीं
ham to hain aasmaan ke khasaare zamin par
हम तो हैं आसमाँ के ख़सारे ज़मीन पर





