Sher
"ye meri tamanna hai pyason ke main kaam aa.uun yarab miri miTTi ko paimana bana dena"

Raaz Allahabadi
ye meri tamanna hai pyason ke main kaam aa.uun
ये मेरी तमन्ना है प्यासों के मैं काम आऊँ
ashiyan jal gaya gulsitan luT gaya ham qafas se nikal kar kidhar ja.enge
आशियाँ जल गया गुल्सिताँ लुट गया हम क़फ़स से निकल कर किधर जाएँगे
ashk-e-gham le ke akhir kidhar jaa.en ham ansuon ki yahan koi qimat nahin
अश्क-ए-ग़म ले के आख़िर किधर जाएँ हम आँसुओं की यहाँ कोई क़ीमत नहीं
umr juun juun baDhti hai dil javan hota hai
उम्र जूँ जूँ बढ़ती है दिल जवान होता है
"ye meri tamanna hai pyason ke main kaam aa.uun yarab miri miTTi ko paimana bana dena"
"ashiyan jal gaya gulsitan luT gaya ham qafas se nikal kar kidhar ja.enge itne manus sayyad se ho ga.e ab riha.i milegi to mar ja.enge"
"ashk-e-gham le ke akhir kidhar jaa.en ham ansuon ki yahan koi qimat nahin aap hi apna daman baDha dijiye varna moti zamin par bikhar ja.enge"
"umr juun juun baDhti hai dil javan hota hai 'raz' ye hasin ghazlen in safed balon men"
umr juun juun baDhti hai dil javaan hotaa hai
'raaz' ye hasin ghazlein in safed baalon mein
aashiyaan jal gayaa gulsitaan luT gayaa ham qafas se nikal kar kidhar jaaeinge
itne maanus sayyaad se ho gae ab rihaai milegi to mar jaaeinge
ashk-e-gham le ke aakhir kidhar jaaein ham aansuon ki yahaan koi qimat nahin
aap hi apnaa daaman baDhaa dijiye varna moti zamin par bikhar jaaeinge
ye meri tamannaa hai pyaason ke main kaam aauun
yaarab miri miTTi ko paimaana banaa denaa