Sher
khud-kushi qatl-e-ana tark-e-tamanna bairag
zindagi tere nazar aane lage hal kitne

Rafia Shabnam Abidi
khud-kushi qatl-e-ana tark-e-tamanna bairag
ख़ुद-कुशी क़त्ल-ए-अना तर्क-ए-तमन्ना बैराग
kis saliqe se khayalon ko zaban de de kar
किस सलीक़े से ख़यालों को ज़बाँ दे दे कर
mujhe to yaad hai ab tak vo kya zamana tha
मुझे तो याद है अब तक वो क्या ज़माना था
miri baten hamesha hi tumhen yunhi si lagti hain to mat sunna
मिरी बातें हमेशा ही तुम्हें यूँही सी लगती हैं तो मत सुनना
sab se baDa ye jurm tha mera isi liye badnam hui
सब से बड़ा ये जुर्म था मेरा इसी लिए बदनाम हुई
koi shahna.i se kah do zara khamosh rahe
कोई शहनाई से कह दो ज़रा ख़ामोश रहे
khud-kushi qatl-e-ana tark-e-tamanna bairag
zindagi tere nazar aane lage hal kitne
kis saliqe se khayalon ko zaban de de kar
mujh ko us shakhs ne baton men laga.e rakha
mujhe to yaad hai ab tak vo kya zamana tha
tire javab ka mausam mire saval ke din
miri baten hamesha hi tumhen yunhi si lagti hain to mat sunna
magar kuchh ho hi jaa.e to na pachhtao na ghabrao kaha tha na
sab se baDa ye jurm tha mera isi liye badnam hui
saari duniya jahan giri thi usi moD par sanbhli main
koi shahna.i se kah do zara khamosh rahe
shor achchha nahin lagta mujhe baraton ka
mujhe to yaad hai ab tak vo kyaa zamaana thaa
tire javaab kaa mausam mire savaal ke din
miri baatein hamesha hi tumhein yunhi si lagti hain to mat sunnaa
magar kuchh ho hi jaae to na pachhtaao na ghabraao kahaa thaa naa
khud-kushi qatl-e-anaa tark-e-tamannaa bairaag
zindagi tere nazar aane lage hal kitne
kis saliqe se khayaalon ko zabaan de de kar
mujh ko us shakhs ne baaton mein lagaae rakhaa
sab se baDaa ye jurm thaa meraa isi liye badnaam hui
saari duniyaa jahaan giri thi usi moD par sanbhli main
koi shahnaai se kah do zaraa khaamosh rahe
shor achchhaa nahin lagtaa mujhe baaraaton kaa