Sher
"kahin zamin se ta'alluq na khatm ho jaa.e bahut na khud ko hava men uchhaliye sahib"

Rajendra Nath Rahbar
kahin zamin se ta'alluq na khatm ho jaa.e
कहीं ज़मीं से तअल्लुक़ न ख़त्म हो जाए
ek din bhige the barsat men ham tum donon
एक दिन भीगे थे बरसात में हम तुम दोनों
baiThe raho kuchh der abhi aur muqabil
बैठे रहो कुछ देर अभी और मुक़ाबिल
main tha kisi ki yaad thi jam-e-sharab tha
मैं था किसी की याद थी जाम-ए-शराब था
"kahin zamin se ta'alluq na khatm ho jaa.e bahut na khud ko hava men uchhaliye sahib"
"ek din bhige the barsat men ham tum donon ab jo barsat men bhigoge to yaad a.unga"
"baiThe raho kuchh der abhi aur muqabil arman abhi dil ke hamare nahin nikle"
"main tha kisi ki yaad thi jam-e-sharab tha ye vo nashist thi jo sahar tak jami rahi"
kahin zamin se ta'alluq na khatm ho jaae
bahut na khud ko havaa mein uchhaaliye saahib
ek din bhige the barsaat mein ham tum donon
ab jo barsaat mein bhigoge to yaad aaungaa
baiThe raho kuchh der abhi aur muqaabil
armaan abhi dil ke hamaare nahin nikle
main thaa kisi ki yaad thi jaam-e-sharaab thaa
ye vo nashist thi jo sahar tak jami rahi
shaam kaThin hai raat kaDi hai
शाम कठिन है रात कड़ी है
muntazir baiThe hue hain shaam se
मुंतज़िर बैठे हुए हैं शाम से
mahtaab nahin niklaa sitaare nahin nikle
महताब नहीं निकला सितारे नहीं निकले
be-vafaaon ko vafaaon kaa khudaa ham ne kahaa
बे-वफ़ाओं को वफ़ाओं का ख़ुदा हम ने कहा
kyaa kyaa savaal meri nazar puchhti rahi
क्या क्या सवाल मेरी नज़र पूछती रही