Sher
tumhen ai kaash koi raaz ye samjha gaya hota
agar sunte to kahne ka saliqa aa gaya hota
R
Rana GannauriRana Gannauri
tumhen ai kaash koi raaz ye samjha gaya hota
तुम्हें ऐ काश कोई राज़ ये समझा गया होता
khushi ham se kinara kar rahi hai
ख़ुशी हम से किनारा कर रही है
har shakhs yahan sahib-e-idrak nahin hai
हर शख़्स यहाँ साहिब-ए-इदराक नहीं है
khud tarashna patthar aur khuda bana lena
ख़ुद तराशना पत्थर और ख़ुदा बना लेना
tumhari raah men ankhen bichha.e baiTha huun
तुम्हारी राह में आँखें बिछाए बैठा हूँ
rakho tum band be-shak apni ghaDiyan
रखो तुम बंद बे-शक अपनी घड़ियाँ
tumhen ai kaash koi raaz ye samjha gaya hota
agar sunte to kahne ka saliqa aa gaya hota
khushi ham se kinara kar rahi hai
hamen gham ko bhi apnana paDega
har shakhs yahan sahib-e-idrak nahin hai
har shakhs ko tum sahib-e-idrak na kahna
khud tarashna patthar aur khuda bana lena
aadmi ko aata hai kya se kya bana lena
tumhari raah men ankhen bichha.e baiTha huun
tumhare aane ki halanki koi aas nahin
rakho tum band be-shak apni ghaDiyan
samay to raat din chalta rahega
khud taraashnaa patthar aur khudaa banaa lenaa
aadmi ko aataa hai kyaa se kyaa banaa lenaa
tumhaari raah mein aankhein bichhaae baiThaa huun
tumhaare aane ki haalaanki koi aas nahin
zindagi kaa bhi kiyaa bharosaa hai
zindagi ki qasam bhi kyaa khaaun
hamaaraa dil to gham mein bhi khushi mahsus kartaa hai
vahi mushkil mein rahte hain jo gham ko gham samajhte hain
har ik ki hai pasand apni har ik kaa hai mizaaj apnaa
vafaa mujh ko pasand aai pasand aai jafaa us ko
tumhein ai kaash koi raaz ye samjhaa gayaa hotaa
agar sunte to kahne kaa saliqa aa gayaa hotaa