hamare paas tumhare siva na tha kuchh bhi
hazar chahaten rakkhi hui thiin mele men

Rauf Raza
Rauf Raza
Sherशेर
See all 55 →hamare paas tumhare siva na tha kuchh bhi
हमारे पास तुम्हारे सिवा न था कुछ भी
is safar men mujhe paani ki zarurat na paDe
इस सफ़र में मुझे पानी की ज़रूरत न पड़े
main roz-o-shab ka tasavvur badalna chahta huun
मैं रोज़-ओ-शब का तसव्वुर बदलना चाहता हूँ
jo dar-ba-dar hain vahi dar-ba-dar nahin hain 'raza'
जो दर-ब-दर हैं वही दर-ब-दर नहीं हैं 'रज़ा'
bas ye hota hai ki sur-tal badal jaati hai
बस ये होता है कि सुर-ताल बदल जाती है
uljhan bani hui hai zakhmon ki taza-kari
उलझन बनी हुई है ज़ख़्मों की ताज़ा-कारी
Popular Sher & Shayari
110 totalis safar men mujhe paani ki zarurat na paDe
jahan aram karun tum mire siine men milo
main roz-o-shab ka tasavvur badalna chahta huun
lagi hui hai miri khvab bunne valon se
jo dar-ba-dar hain vahi dar-ba-dar nahin hain 'raza'
makan vaale bhi khali makan men baiThe hain
bas ye hota hai ki sur-tal badal jaati hai
raqs roka nahin jaata hai bahar aane par
uljhan bani hui hai zakhmon ki taza-kari
har roz ik masiha bimar ho raha hai
is naghmagi kaa thoDaa gunah-gaar main bhi huun
mujh se bhi is jahaan mein halchal rahi hai dost
ham ko vaise bhi koi kaam nahin aataa hai
aur ye kaam haqiqat ko fasaana karnaa
ab ye pathraai hui aankhein liye phirte raho
main ne kab tum se kahaa thaa mujhe itnaa dekho
saare naakaam-e-tamannaa mire dil tak aa jaaein
aaj vo kaam kareinge ki jo hone kaa nahin
vo ye kahte hain sadaa ho to tumhaare jaisi
is kaa matlab to yahi hai ki pukaare jaao
mere siine se nikaalo miri buniyaad ki jaan
itni aasaani se viraan nahin hotaa main
Ghazalग़ज़ल
isi bikhre hue lahje pe guzaare jaao
इसी बिखरे हुए लहजे पे गुज़ारे जाओ
har mausam mein khaali-pan ki majburi ho jaaoge
हर मौसम में ख़ाली-पन की मजबूरी हो जाओगे
naashte par jise aazaad kiyaa hai main ne
नाश्ते पर जिसे आज़ाद किया है मैं ने
koi zakhm khulaa to sahne lage koi Tiis uThi lahraane lage
कोई ज़ख़्म खुला तो सहने लगे कोई टीस उठी लहराने लगे
raushni hone lagi hai mujh mein
रौशनी होने लगी है मुझ में
ye miri ruuh siyah raat mein nikli hai kahaan
ये मिरी रूह सियह रात में निकली है कहाँ





