Sher
"kisi bhi hashr se mahrum hi raha vo bhi miri tarah ka jo kirdar tha kahani men"

Renu Nayyar
kisi bhi hashr se mahrum hi raha vo bhi
किसी भी हश्र से महरूम ही रहा वो भी
ab zaban tak aa ga.iin hai talkhiyan
अब ज़बाँ तक आ गईं है तल्ख़ियाँ
abhi manzar badalte hi badal ja.enge sab chehre
अभी मंज़र बदलते ही बदल जाएँगे सब चेहरे
dil ki baazi aisi baazi hai jis men ham
दिल की बाज़ी ऐसी बाज़ी है जिस में हम
khuda se use maang kar dekhte hain
ख़ुदा से उसे माँग कर देखते हैं
tiri nazron se guzri rahguzar bhi
तिरी नज़रों से गुज़री रहगुज़र भी
"kisi bhi hashr se mahrum hi raha vo bhi miri tarah ka jo kirdar tha kahani men"
"ab zaban tak aa ga.iin hai talkhiyan ab hamen fauran nikalna chahiye"
"abhi manzar badalte hi badal ja.enge sab chehre bichhaDte vaqt ka gham hai abhi tu nam na kar ankhen"
"dil ki baazi aisi baazi hai jis men ham haren bhi to jiit mana.i ja sakti hai"
"khuda se use maang kar dekhte hain phir apni dua ka asar dekhte hain"
"tiri nazron se guzri rahguzar bhi hazaron manzilon ka rasta hai"
ab zabaan tak aa gaiin hai talkhiyaan
ab hamein fauran nikalnaa chaahiye
shisha-sifat the aap aur shisha-sifat the ham
bikhre hue se aap hain bikhre hue se ham
kisi bhi hashr se mahrum hi rahaa vo bhi
miri tarah kaa jo kirdaar thaa kahaani mein
abhi manzar badalte hi badal jaaeinge sab chehre
bichhaDte vaqt kaa gham hai abhi tu nam na kar aankhein
khudaa se use maang kar dekhte hain
phir apni duaa kaa asar dekhte hain
tiri nazron se guzri rahguzar bhi
hazaaron manzilon kaa raasta hai