jinhen ham bulbula paani ka dikhte hain kaho un se
nazar ho dekhne vaali to bahr-e-be-karan ham hain

Sada Ambalvi
Sada Ambalvi
Sherशेर
See all 37 →jinhen ham bulbula paani ka dikhte hain kaho un se
जिन्हें हम बुलबुला पानी का दिखते हैं कहो उन से
ujala 'ilm ka phaila to hai charon taraf yaaro
उजाला 'इल्म का फैला तो है चारों तरफ़ यारो
vaqt har zakhm ka marham to nahin ban sakta
वक़्त हर ज़ख़्म का मरहम तो नहीं बन सकता
baDa ghaTe ka sauda hai 'sada' ye saans lena bhi
बड़ा घाटे का सौदा है 'सदा' ये साँस लेना भी
unhen na toliye tahzib ke tarazu men
उन्हें न तोलिये तहज़ीब के तराज़ू में
apni ankhon ki bad-nasibi haa.e
अपनी आँखों की बद-नसीबी हाए
Popular Sher & Shayari
74 totalujala 'ilm ka phaila to hai charon taraf yaaro
basirat aadmi ki kuchh magar kam hoti jaati hai
vaqt har zakhm ka marham to nahin ban sakta
dard kuchh hote hain ta-umr rulane vaale
baDa ghaTe ka sauda hai 'sada' ye saans lena bhi
baDhe hai umr jyun-jyun zindagi kam hoti jaati hai
unhen na toliye tahzib ke tarazu men
gharon men un ke na chulhe na diip jalte hain
apni ankhon ki bad-nasibi haa.e
ik na ik roz hadisa dekha
zikr meraa aaegaa mahfil mein jab jab dosto
ro paDeinge yaad kar ke yaar sab yaari miri
vaqt har zakhm kaa marham to nahin ban saktaa
dard kuchh hote hain taa-umr rulaane vaale
bujh gai shama ki lau tere dupaTTe se to kyaa
apni muskaan se mahfil ko munavvar kar de
apni urdu to mohabbat ki zabaan thi pyaare
uff siyaasat ne use joD diyaa mazhab se
kyuun sadaa pahne vo teraa hi pasandida libaas
kuchh to mausam ke mutaabiq bhi sanvarnaa hai use
kitnaa sochaa thaa dil lagaaeinge
sochte sochte hayaat hui
Ghazalग़ज़ल
jis ko dekhe binaa qaraar nahin
जिस को देखे बिना क़रार नहीं
be-qaraari jo idhar hai vo udhar hai ki nahin
बे-क़रारी जो इधर है वो उधर है कि नहीं
tiri mahfil mein kyaa kyaa ai gul-e-gulfaam miltaa hai
तिरी महफ़िल में क्या क्या ऐ गुल-ए-गुलफ़ाम मिलता है
shahr mein milte hain mushkil se kahin chaar kaandhe bhi uThaane ke liye
शहर में मिलते हैं मुश्किल से कहीं चार काँधे भी उठाने के लिए
gulshan-gulshan zikr hai un kaa
गुलशन-गुलशन ज़िक्र है उन का
patta patta kyon hai dil afgaar is gulzaar kaa
पत्ता पत्ता क्यों है दिल अफ़गार इस गुलज़ार का





