"zindagi jabr-e-musalsal ki tarah kaaTi hai jaane kis jurm ki paa.i hai saza yaad nahin"

Saghar Siddiqui
Saghar Siddiqui
Sherशेर
See all 44 →zindagi jabr-e-musalsal ki tarah kaaTi hai
ज़िंदगी जब्र-ए-मुसलसल की तरह काटी है
ai dil-e-be-qarar chup ho ja
ऐ दिल-ए-बे-क़रार चुप हो जा
bhuli hui sada huun mujhe yaad kijiye
भूली हुई सदा हूँ मुझे याद कीजिए
mar ga.e jin ke chahne vaale
मर गए जिन के चाहने वाले
ab kahan aisi tabi.at vaale
अब कहाँ ऐसी तबीअत वाले
ab na a.enge ruThne vaale
अब न आएँगे रूठने वाले
Popular Sher & Shayari
88 total"ai dil-e-be-qarar chup ho ja ja chuki hai bahar chup ho ja"
"bhuli hui sada huun mujhe yaad kijiye tum se kahin mila huun mujhe yaad kijiye"
"mar ga.e jin ke chahne vaale un hasinon ki zindagi kya hai"
"ab kahan aisi tabi.at vaale choT kha kar jo dua karte the"
"ab na a.enge ruThne vaale dida-e-ashk-bar chup ho ja"
zulf-e-barham ki jab se shanaasaa hui
zindagi kaa chalan mujrimaana huaa
ai adam ke musaafiro hoshiyaar
raah mein zindagi khaDi hogi
tum gae raunaq-e-bahaar gai
tum na jaao bahaar ke din hain
maut kahte hain jis ko ai 'saaghar'
zindagi ki koi kaDi hogi
gham ke mujrim khushi ke mujrim hain
log ab zindagi ke mujrim hain
aaj phir bujh gae jal jal ke umidon ke charaagh
aaj phir taaron bhari raat ne dam toD diyaa
Ghazalग़ज़ल
ai husn-e-laala-faam! zaraa aankh to milaa
ऐ हुस्न-ए-लाला-फ़ाम! ज़रा आँख तो मिला
bargashta-e-yazdaan se kuchh bhuul hui hai
बरगश्ता-ए-यज़्दान से कुछ भूल हुई है
mataa-e-kausar-o-zamzam ke paimaane tiri aankhein
मता-ए-कौसर-ओ-ज़मज़म के पैमाने तिरी आँखें
saaqi ki ik nigaah ke afsaane ban gae
साक़ी की इक निगाह के अफ़्साने बन गए
har shai hai pur-malaal baDi tez dhuup hai
हर शय है पुर-मलाल बड़ी तेज़ धूप है
ek naghma ek taaraa ek ghuncha ek jaam
एक नग़्मा एक तारा एक ग़ुंचा एक जाम





