"kaun kahta hai mohabbat ki zaban hoti hai ye haqiqat to nigahon se bayan hoti hai"

Sahir Hoshiyarpuri
Sahir Hoshiyarpuri
Sherशेर
See all 13 →kaun kahta hai mohabbat ki zaban hoti hai
कौन कहता है मोहब्बत की ज़बाँ होती है
ham ko aghyar ka gila kya hai
हम को अग़्यार का गिला क्या है
phir kisi bevafa ki yaad aa.i
फिर किसी बेवफ़ा की याद आई
akhir taDap taDap ke ye khamosh ho gaya
आख़िर तड़प तड़प के ये ख़ामोश हो गया
tum na tauba karo jafaon se
तुम न तौबा करो जफ़ाओं से
jab bigaDte hain baat baat pe vo
जब बिगड़ते हैं बात बात पे वो
Popular Sher & Shayari
26 total"ham ko aghyar ka gila kya hai zakhm kha.en hain ham ne yaron se"
"phir kisi bevafa ki yaad aa.i phir kisi ne liya vafa ka naam"
"akhir taDap taDap ke ye khamosh ho gaya dil ko sukun mil hi gaya iztirab men"
"tum na tauba karo jafaon se ham vafaon se tauba karte hain"
"jab bigaDte hain baat baat pe vo vasl ke din qarib hote hain"
hui thi khvaab mein khushbu si mahsus
tum aae khvaab ki taabir dekhi
ham ko aghyaar kaa gilaa kyaa hai
zakhm khaaein hain ham ne yaaron se
phir kisi bevafaa ki yaad aai
phir kisi ne liyaa vafaa kaa naam
jab bigaDte hain baat baat pe vo
vasl ke din qarib hote hain
kaun kahtaa hai mohabbat ki zabaan hoti hai
ye haqiqat to nigaahon se bayaan hoti hai
ham qarib aa kar aur duur hue
apne apne nasib hote hain
Ghazalग़ज़ल
khvaab dekhe the suhaane kitne
ख़्वाब देखे थे सुहाने कितने
dard-e-dil bhi kabhi lahu hogaa
दर्द-ए-दिल भी कभी लहू होगा
ranj-o-aalaam se mohabbat hai
रंज-ओ-आलाम से मोहब्बत है
tairegaa fazaa mein jo samundar na milegaa
तैरेगा फ़ज़ा में जो समुंदर न मिलेगा
Taalne se vaqt kyaa Taltaa rahaa
टालने से वक़्त क्या टलता रहा
vo jis ko ham ne apnaayaa bahut hai
वो जिस को हम ने अपनाया बहुत है





