"muTThiyon men khaak le kar dost aa.e vaqt-e-dafn zindagi bhar ki mohabbat ka sila dene lage"

Saqib Lakhnavi
Saqib Lakhnavi
Sherशेर
See all 19 →muTThiyon men khaak le kar dost aa.e vaqt-e-dafn
मुट्ठियों में ख़ाक ले कर दोस्त आए वक़्त-ए-दफ़्न
jis shakhs ke jiite ji puchha na gaya 'saqib'
जिस शख़्स के जीते जी पूछा न गया 'साक़िब'
zamana baDe shauq se sun raha tha
ज़माना बड़े शौक़ से सुन रहा था
aadhi se ziyada shab-e-gham kaaT chuka huun
आधी से ज़ियादा शब-ए-ग़म काट चुका हूँ
mushkil-e-ishq men lazim hai tahammul 'saqib'
मुश्किल-ए-इश्क़ में लाज़िम है तहम्मुल 'साक़िब'
baghban ne aag di jab ashiyane ko mire
बाग़बाँ ने आग दी जब आशियाने को मिरे
Popular Sher & Shayari
38 total"jis shakhs ke jiite ji puchha na gaya 'saqib' us shakhs ke marne par uTThe hain qalam kitne"
"zamana baDe shauq se sun raha tha hamin so ga.e dastan kahte kahte"
"aadhi se ziyada shab-e-gham kaaT chuka huun ab bhi agar aa jaao to ye raat baDi hai"
"mushkil-e-ishq men lazim hai tahammul 'saqib' baat bigDi hui banti nahin ghabrane se"
"baghban ne aag di jab ashiyane ko mire jin pe takiya tha vahi patte hava dene lage"
hijr ki shab naala-e-dil vo sadaa dene lage
sunne vaale raat kaTne ki duaa dene lage
aadhi se ziyaada shab-e-gham kaaT chukaa huun
ab bhi agar aa jaao to ye raat baDi hai
ai chaman vaalo chaman mein yuun guzaaraa chaahiye
baaghbaan bhi khush rahe raazi rahe sayyaad bhi
mushkil-e-ishq mein laazim hai tahammul 'saaqib'
baat bigDi hui banti nahin ghabraane se
sone vaalon ko kyaa khabar ai hijr
kyaa huaa ek shab mein kyaa na huaa
balaa se ho paamaal saaraa zamaana
na aae tumhein paanv rakhnaa sambhal kar
Ghazalग़ज़ल
hijr ki shab naala-e-dil vo sadaa dene lage
हिज्र की शब नाला-ए-दिल वो सदा देने लगे
dil ke hote bhi kahin dard judaa hotaa hai
दिल के होते भी कहीं दर्द जुदा होता है
tamaam-umr ki ghaflat ke baad khvaab aayaa
तमाम-उम्र की ग़फ़लत के बा'द ख़्वाब आया
main vo huun jis kaa zamaane ne sabaq yaad kiyaa
मैं वो हूँ जिस का ज़माने ने सबक़ याद किया
main ro rahaa huun jo dil ko to bekasi ke liye
मैं रो रहा हूँ जो दिल को तो बेकसी के लिए
ek ek ghaDi us ki qayaamat ki ghaDi hai
एक एक घड़ी उस की क़यामत की घड़ी है





