Sher
chalo baanT lete hain apni saza.en
na tum yaad aao na ham yaad aa.en

Sardar Anjum
chalo baanT lete hain apni saza.en
चलो बाँट लेते हैं अपनी सज़ाएँ
sabhi ne lagaya hai chehre pe chehra
सभी ने लगाया है चेहरे पे चेहरा
ghamon ne gher liya hai mujhe to kya gham hai
ग़मों ने घेर लिया है मुझे तो क्या ग़म है
vo moD jis ne hamen ajnabi bana Daala
वो मोड़ जिस ने हमें अजनबी बना डाला
zindagi ik imtihan hai imtihan ka Dar nahin
ज़िंदगी इक इम्तिहाँ है इम्तिहाँ का डर नहीं
gham-e-hayat ka jhagDa miTa raha hai koi
ग़म-ए-हयात का झगड़ा मिटा रहा है कोई
chalo baanT lete hain apni saza.en
na tum yaad aao na ham yaad aa.en
sabhi ne lagaya hai chehre pe chehra
kise yaad rakkhen kise bhuul jaa.en
ghamon ne gher liya hai mujhe to kya gham hai
main muskura ke jiyunga tiri khushi ke liye
vo moD jis ne hamen ajnabi bana Daala
us ek moD pe dil ab bhi gungunata hai
zindagi ik imtihan hai imtihan ka Dar nahin
ham andheron se guzar kar raushni kahla.enge
gham-e-hayat ka jhagDa miTa raha hai koi
chale bhi aao ki duniya se ja raha hai koi
chalo baanT lete hain apni sazaaein
na tum yaad aao na ham yaad aaein
zindagi ik imtihaan hai imtihaan kaa Dar nahin
ham andheron se guzar kar raushni kahlaaeinge
gham-e-hayaat kaa jhagDaa miTaa rahaa hai koi
chale bhi aao ki duniyaa se jaa rahaa hai koi
ghamon ne gher liyaa hai mujhe to kyaa gham hai
main muskuraa ke jiyungaa tiri khushi ke liye
kabhi kabhi tu mujhe yaad kar to leti hai
sukun itnaa saa kaafi hai zindagi ke liye
sabhi ne lagaayaa hai chehre pe chehra
kise yaad rakkhein kise bhuul jaaein