maut ke darinde men ik kashish to hai 'sarvat'
log kuchh bhi kahte hon khud-kushi ke baare men

Sarvat Husain
Sarvat Husain
Sherशेर
See all 44 →maut ke darinde men ik kashish to hai 'sarvat'
मौत के दरिंदे में इक कशिश तो है 'सरवत'
'sarvat' tum apne logon se yuun milte ho
'सरवत' तुम अपने लोगों से यूँ मिलते हो
sochta huun dayar-e-be-parva
सोचता हूँ दयार-ए-बे-परवा
bhar ja.enge jab zakhm to a.unga dobara
भर जाएँगे जब ज़ख़्म तो आऊँगा दोबारा
jise anjam tum samajhti ho
जिसे अंजाम तुम समझती हो
surma jis ke kinaron se palaT aate hain
सूरमा जिस के किनारों से पलट आते हैं
Popular Sher & Shayari
88 total'sarvat' tum apne logon se yuun milte ho
jaise un logon se milna phir nahin hoga
sochta huun dayar-e-be-parva
kyuun mira ehtiram karne laga
bhar ja.enge jab zakhm to a.unga dobara
main haar gaya jang magar dil nahin haara
jise anjam tum samajhti ho
ibtida hai kisi kahani ki
surma jis ke kinaron se palaT aate hain
main ne kashti ko utara hai usi paani men
saya-e-abr se puchho 'sarvat'
apne hamraah agar le jaae
shahzaadi tujhe kaun bataae tere charaag-kade tak
kitni mehraabein paDti hain kitne dar aate hain
kyuun girafta-dil nazar aati hai ai shaam-e-firaaq
ham jo tere naaz uThaane ke liye maujud hain
jise anjaam tum samajhti ho
ibtidaa hai kisi kahaani ki
ik daastaan ab bhi sunaate hain farsh o baam
vo kaun thi jo raqs ke aalam mein mar gai
teri aashufta-mizaaji ai dil
kyaa khabar kaun nagar le jaae
Ghazalग़ज़ल
tez chalne lagi havaa mujh mein
तेज़ चलने लगी हवा मुझ में
pahnaae-bar-o-bahr ke mahshar se nikal kar
पहनाए-बर-ओ-बहर के महशर से निकल कर
sahar hogi taare chale jaaeinge
सहर होगी तारे चले जाएँगे
koi nishaan sar-e-divaar-o-baam apnaa nahin
कोई निशाँ सर-ए-दीवार-ओ-बाम अपना नहीं
ab kis se kahein bhuul gae hain nagar apnaa
अब किस से कहें भूल गए हैं नगर अपना
koyal kuuku karti hai aur patte rang badalte hain
कोयल कूकू करती है और पत्ते रंग बदलते हैं





