Sher
zindagi khvab dekhti hai magar
zindagi zindagi hai khvab nahin

Shabnam Rumani
zindagi khvab dekhti hai magar
ज़िंदगी ख़्वाब देखती है मगर
mujhe ye zo.am ki main husn ka musavvir huun
मुझे ये ज़ोम कि मैं हुस्न का मुसव्विर हूँ
teri tabish se raushan hain gul bhi aur virane bhi
तेरी ताबिश से रौशन हैं गुल भी और वीराने भी
apni majburi ko ham divar-o-dar kahne lage
अपनी मजबूरी को हम दीवार-ओ-दर कहने लगे
zindagi khvab dekhti hai magar
zindagi zindagi hai khvab nahin
mujhe ye zo.am ki main husn ka musavvir huun
unhen ye naaz ki tasvir to hamari hai
teri tabish se raushan hain gul bhi aur virane bhi
kya tu bhi is hansti-gati duniya ka mazdur hai chand?
apni majburi ko ham divar-o-dar kahne lage
qaid ka saman kiya aur us ko ghar kahne lage
apni majburi ko ham divaar-o-dar kahne lage
qaid kaa saamaan kiyaa aur us ko ghar kahne lage
zindagi khvaab dekhti hai magar
zindagi zindagi hai khvaab nahin
teri taabish se raushan hain gul bhi aur viraane bhi
kyaa tu bhi is hansti-gaati duniyaa kaa mazdur hai chaand?
mujhe ye zoam ki main husn kaa musavvir huun
unhein ye naaz ki tasvir to hamaari hai