us ke baa'd agli qayamat kya hai kis ko hosh hai
zakhm sahlata tha aur ab daagh dikhlata huun main

Shaheen Abbas
Shaheen Abbas
Sherशेर
See all 7 →us ke baa'd agli qayamat kya hai kis ko hosh hai
उस के बा'द अगली क़यामत क्या है किस को होश है
lahu ke kinare bhi zad par hain donon
लहू के किनारे भी ज़द पर हैं दोनों
ye din aur raat kis janib uDe jaate hain sadiyon se
ये दिन और रात किस जानिब उड़े जाते हैं सदियों से
apni si khaak uDa ke baiTh rahe
अपनी सी ख़ाक उड़ा के बैठ रहे
ik zamane tak badan be-khvab be-adab the
इक ज़माने तक बदन बे-ख़्वाब बे-आदाब थे
harf ke avaza-e-akhir ko kar deta huun nazm
हर्फ़ के आवाज़ा-ए-आख़िर को कर देता हूँ नज़्म
Popular Sher & Shayari
14 totallahu ke kinare bhi zad par hain donon
ye kya zakhm hai mundamil hone vaala
ye din aur raat kis janib uDe jaate hain sadiyon se
kahin rukte to main bhi shamil-e-parvaz ho sakta
apni si khaak uDa ke baiTh rahe
apna sa qafila banate hue
ik zamane tak badan be-khvab be-adab the
phir achanak apni uryani ka andaza hua
harf ke avaza-e-akhir ko kar deta huun nazm
sher kya kahta huun khamoshi ko phailta huun main
ye din aur raat kis jaanib uDe jaate hain sadiyon se
kahin rukte to main bhi shaamil-e-parvaaz ho saktaa
us ke baa'd agli qayaamat kyaa hai kis ko hosh hai
zakhm sahlaataa thaa aur ab daagh dikhlaataa huun main
apni si khaak uDaa ke baiTh rahe
apnaa saa qaafila banaate hue
ik zamaane tak badan be-khvaab be-aadaab the
phir achaanak apni uryaani kaa andaaza huaa
harf ke aavaaza-e-aakhir ko kar detaa huun nazm
sher kyaa kahtaa huun khaamoshi ko phailtaa huun main
ab khulaa khvaab mein kuchh khvaab milaataa thaa main
khaak uDaataa thaa main sayyaaron ki sayyaaron par
Ghazalग़ज़ल
dil ho charaagh ho ki sitaara koi to ho
दिल हो चराग़ हो कि सितारा कोई तो हो
khvaabida hain is lams mein imkaan kuchh aise
ख़्वाबीदा हैं इस लम्स में इम्कान कुछ ऐसे
ye khvaab kyaa hai miri aankh mein ubhartaa huaa
ये ख़्वाब क्या है मिरी आँख में उभरता हुआ
raushni jaise kisi shaam ke aane se hui
रौशनी जैसे किसी शाम के आने से हुई
naqsh kartaa ram-o-raftaar inaan-gir ko main
नक़्श करता रम-ओ-रफ़्तार इनाँ-गीर को मैं
is gali mein kuchh nahin bas ghaTtaa baDhtaa shor hai
इस गली में कुछ नहीं बस घटता बढ़ता शोर है





