Sher
ek pal ke rukne se duur ho ga.i manzil
sirf ham nahin chalte raste bhi chalte hain

Shahid Siddiqui
ek pal ke rukne se duur ho ga.i manzil
एक पल के रुकने से दूर हो गई मंज़िल
tamam umr tira intizar kar lenge
तमाम उम्र तिरा इंतिज़ार कर लेंगे
na saath dengi ye dam toDti hui sham.en
न साथ देंगी ये दम तोड़ती हुई शमएँ
uruj-e-mah ko insan samajh gaya lekin
उरूज-ए-माह को इंसाँ समझ गया लेकिन
qarib o duur se aati hai aap ki avaz
क़रीब ओ दूर से आती है आप की आवाज़
ab hayat-e-insan ka hashr dekhiye kya ho
अब हयात-ए-इंसाँ का हश्र देखिए क्या हो
ek pal ke rukne se duur ho ga.i manzil
sirf ham nahin chalte raste bhi chalte hain
tamam umr tira intizar kar lenge
magar ye ranj rahega ki zindagi kam hai
na saath dengi ye dam toDti hui sham.en
na.e charag jalao ki raushni kam hai
uruj-e-mah ko insan samajh gaya lekin
hanuz azmat-e-insan se agahi kam hai
qarib o duur se aati hai aap ki avaz
kabhi bahut hai gham-e-justuju kabhi kam hai
ab hayat-e-insan ka hashr dekhiye kya ho
mil gaya hai qatil ko mansab-e-masiha.i
tamaam umr tiraa intizaar kar leinge
magar ye ranj rahegaa ki zindagi kam hai
ek pal ke rukne se duur ho gai manzil
sirf ham nahin chalte raaste bhi chalte hain
na saath deingi ye dam toDti hui shamein
nae charaag jalaao ki raushni kam hai
uruj-e-maah ko insaan samajh gayaa lekin
hanuz azmat-e-insaan se aagahi kam hai
qarib o duur se aati hai aap ki aavaaz
kabhi bahut hai gham-e-justuju kabhi kam hai
ab hayaat-e-insaan kaa hashr dekhiye kyaa ho
mil gayaa hai qaatil ko mansab-e-masihaai